1 Angraiz PAKISTAN aya URDU
1 Angraiz PAKISTAN aya URDU sekhnay. Kuch arsey baad wo wapas gaya to logo ne kaha k kya sekha? ! ! ! Angraiz ne kaha "BiJLI CHALI GAYI" "BiJLI A GAYI"
by Pak101.com (few years ago!) / 961 views
Similar Jokes
ek din ek aadmi naha do kar bahar nikla, jaise weh nikla bahar us pe ek kabuter gober kar diya toh wah gusse mein aakar kahan ki are oh kabuter tuh chaddi nahi panta kya????
toh kabuter bola kyu tum loge pehan ke karte ho kya!!!!!!!!!!!!!!!!!
by hearthackervsgirls (few years ago!)
A man asked sardar je:
Aqal bari k bhans?
Sardar je said:
let me think
?
?
?
?
?
?
?
?
?
?
n then replied:
.
.
.
.
.
dovan de date of birth ty tu dassi nai..:-)
by Mazhar Khan (few years ago!)
Wife:agar main mar jaon to tum kia karo ge...............
Hasband:Shayad main bhi mar jaon ga..........
Wife: kion???
Hasband:kabhi kabhi zyada khushi janlewa hoti hai
by Pak101.com (few years ago!)
Santa Kumar ko apna apna gadha bechna tha.
Usne apne sare friends ko sms kiya: Agar tumhe kabi kisi gadhey ki zaroorat ho to mujhe yaad kar lena!
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher:
Batao Kutta Shadi Kyun Nahi Karta?
Student:
Miss Wo Pehle He Kutton Wali
Zindagi Guzar Raha Hota Hai.
by Pak101.com (few years ago!)
One day James Bond goes to buy a pan. The pan walla asks him 4 Rs. for the pan but James Bond gives him only 1.5 rs.
When paan waala asks him for the rest of the money, Bond replies
Dhai(2.5) another day!
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar :
Maa khush khabri hai.
Maa: Bool bata.
Sardar: maa hum 2 sa 3 ho gaya.
Maa: beeta huwa ya beeti.
Sardar: Mari biwi na dosri shadi kar li.
by Mohammad Ali (few years ago!)
Tom-Papa Mai Kal School Nai Jaunga Papa-Q Beta?
Tom-Aj School Me Hamara Wazan Kiya Gya
Papa-To Kya Hua?
TOm-Aaj Wazan Kiya Hai Kal Bech Diya To?
by Pak101.com (few years ago!)
2 Pathan Pehli Baar Umrah Karny Gaye:
Dono Khana Kaaba Ka Tawaaf Kar Rahy Thy.
Asar ki Azaan Hui, Aur Dono Baahar Chalay Gaye.
?
?
?
?
?
Masjid Dhoondhny
by Abdul Hannan (few years ago!)
1 sardar rail ki patri per so gaya .
1 aadmi ne kaha kya kar rahe ho? Train aayegi to mar jaoge!
Sardar: Mere uper se hawai jahaaz guzar gaya to kuch nahi hua, train kya cheez hai?
by Mohammad Ali (few years ago!)