Miss hamary ghar aaj
Bacha: Miss hamary ghar aaj bhai anay wala hay.
Miss: wo kasay?
Bacha: jab phichli bar ammi hospital main admit theen tu behan aae thi
Ab abu admit hain…
by Pak101.com (few years ago!) / 1058 views
Similar Jokes
Agar Koi Aap ko Kahy...
"Oye Insaan Ban Jao"
To
.
.
..
..
.
.
.
.
.To Aik Baar Koshish zaror kr lena
Baqi Allah Ki Marzi.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Teacher to Pathan: Tum ne home-work kion nahi kia?
.
.
Pathan: Sir hum hostel mai rehta hai
by Rizwan Ajmal (few years ago!)
SAWAL
Kuch B Ho,
JAWAB
Tum Hi Ho,
ARMAN
Kitna Hi Ho,
AARZOO
Tum Hi Ho,
GHUSSA
Jitna B Ho,
PYAR
Tum Hi Ho,
KHAWB
koi B ho
Tabeer Tum Hi Ho,
.
.
Yani k saray Fsaad ki jar
Tum Hi Ho.
(‘-’)
<) )>
_//_
Main to Masoom Hoon…
by Mazhar Khan (few years ago!)
Class Mein Madam Padahane Ke Mood Mein Nahi Thi,
To Madam Ke Dimag Mein Ek Question Aaya Aur Bachhon Se Puchne Lagi.
Madam: “Agar Tumhare School Ke Samne Koi Bomb Rakh De To Tum Kya Karoge?”
Pappu: “Ek, Do Minute
Dekhenge Agar Koi Le Jata Hai To Theek Hai, Nahi To Stafroom Mein Rakh Denge“
by Pak101.com (few years ago!)
Qatil: Try karo ke umar qaid ho jaye maga saza-e-mot na hojay
.
Pathan Lawyer: Tum fikar mat karo
.
After Case
Qatil: Kya howa?
Pathan: Boht mushkil se umar qaid howi, warna adalat tu reha kar rahi thi
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Santa: Beta 2 Bistar kyun lagaye?Son: Ghar Pe 2 Guest ane hai.Santa: Kaun?Son: Mummy ka Bhai aur mera Mama.Santa: Fir 1 or laga, Mera Sala bhi aa rha hai!
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar Askd The QuaIification 4rom Beautiful Girl
Girl Replied: Double M.A
Sardas Askd: Kyun Pehla Galat Ho Gya Tha?
by Pak101.com (few years ago!)
;;YAD RAKHO TO DIL K QAREEB HA
;;YAD RAKHO TO DIL K QAREEB HAIN HAM ;;;SSSSS;;
BOL JAHO TO FASLAY HAZAR HAIN;
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Arranged marriage is Like u are walking
&
unfortunately a snake bites u…..!!
.
.
.
.
.
.Love marriage is
.
.
.
.
Dancing in front of a cobra & say
Kaat ..kaat ..kaat naaa..
by Mazhar Khan (few years ago!)
wat is the bigest presure on PAK cricket captain wen they need 1 Run to win in 5 overs and 10 wickets in hand?
.
.
.
Ya khuda agar jeet gaye to
English bolni padegi..
by Mazhar Khan (few years ago!)