Agar Neend Na aaye to
santa to Banta:
Agar Neend Na aaye to kya karna chaiye?
Banta: Neend ka Intezar karne se acha hai k So hi jayo
by Pak101.com (few years ago!) / 659 views
Similar Jokes
Teacher:ye btao k cold drink faida mand hai ya nuqsan de?
Student:agr free me mil jae to faida mand hai aur agr pilani pare to bahut nuqsan de.
by Sabir shah (few years ago!)
Sardar:
doctor sahib ye dawa to kahin se nahi mil rahi.
Pathan doctor:
Ooh hoo.. dawai likhna to hum bhul hi gaya ye to hamara signature hai.
by Razzi (few years ago!)
Sardar Friend Se
Aaj Raat Mein Nahi Soun Ga.
Friend: Kyon?
Sardar: Khwaab Mein Pathan Se Larai Ho Gayi Hai.
Friend: To Kya Hua??
Sardar: Aaj Woh Bandy Le Kar Aye Ga.
by Pak101.com (few years ago!)
Allama Iqbal ne prinday se Pucha k
Tumeh Asman se girney ka nahen ha dar?
Parinday ne Kaha k Iqbal Yar Tere Meharbani Inna
Na Sochia Kar
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Roshni K Sheher Ko Tum Khud Hi Bachalo Doston
Najane Kon Isey Andheron Me Dhal Gaya
Mere Aasre Me To Bilkul Na Rehna
Mere To Khud Kaan Me Pathan ELFY Daal Gaye
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar Dukhi Tha
Kisi Ne Pucha: Kyu Tension Me Ho?
Sardar: Yaar Ek Dost Ko plastic
Surgery K Liye 2 Lakh Diye,
Ab Saale Ko Pehchan Nahi pa raha hu
by hearthackervsgirls (few years ago!)
DEVDAS Of 2010..
Maa Ne Kaha Face Book Chor Do!
Abba Ne Kaha Night Package Chor Do!
Doston Ne Kaha Mobile Se Balance Churana Chor Do!
Paaro Ne Kaha Dew Peena Chor Do! Aur
Aik Din Aayega Jab Girlfrnd K Bachey Bolengey..
Maamu Ab To Hamari Ammi Ka Peecha Chor Do!
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Baar Santa Ke Gaanv Mein Ek Minister Aya Hua Thha
Logo Ne Apne Gaanv Ko Sudhaarne Ke Liye Kayi Cheezo Ko Maang Ki
Santa Bhi Bola: “Hume Apne Gaanv Mein Pul Chahiye”
Minister Hairan Hote Hue: “Par
Tumhare Gaanv Mein To Koi Nadi Hi Nahi Hai”
Santa: “To Fir Hume Nadi Bhi Chahiye“
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: Wo Kon C Cheez Hay
Jo Insan Ke Izzat Ko Mazbooti
Say Jakray Rakhti Hay?
Sardar Je:
MISS
“NARRA”
by Pak101.com (few years ago!)
Agar Koi Aap ko Kahy...
"Oye Insaan Ban Jao"
To
.
.
..
..
.
.
.
.
.To Aik Baar Koshish zaror kr lena
Baqi Allah Ki Marzi.
by Yasir Shahzad (few years ago!)