Ek Bhi Tili Nahin Jalti
Sardar (Apne Bete Se Bola):
Bevakuf…
Kaisa Machis Leke Aaya Hai
Ek Bhi Tili Nahin Jalti
Beta :
Kya Baat Karte Ho Papa
Sab Tili Test Karke Laya Hu
by Pak101.com (few years ago!) / 764 views
Similar Jokes
1 Molvi dua mang raha tha
kash shahadt ki moat mil jaye
Pathan:ye nhi ho skta.
Molvi:wo Q?
Pathan:Jahad pe to tu ne jana nhi or
halwe may ksi ne bomb rkhna nhi.
by Aurangzeb Khan Tunio (few years ago!)
Purani Kahawat Hai Ki..
Sote Waqt Koi Tension Le Kar Nahi Sona Chaiye
Fir Bhi..
Hum Aapko Yaad Kar Ke Sote Hai...
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Girlriend to Boyfriend: Mera ladla, mera pyara, mera chhona, mera sweet gugla. Muj se shadi karoge? Bolo baby bolo.
Boyfriend: Tum mujhe Propose kar rahi ho ya Adopt ?"
by Pak101.com (few years ago!)
Jab barish hoti hai, Tum yaad aate ho.
Jab kali ghata chaye, Tum yaad ate ho,
Jab bheegte hain tum yaad aate ho,
Bataoo Meri umbrella Kab wapis kro ge!
by @irha@ (few years ago!)
Chiman is trying to commit suicide on the railway
tracks...takes along some wine and chicken with
him.
Somebody stops him and asks,
'Kyon bhai ye sab kyun leke baithe ho?'
Chiman replies, 'Saali train late aati hai
kahin bhook se na marjaun..'
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa-Tum Meri Shadi Me Aaoge Na?
Banta-Mai Un Logo Me Se Nahi
Jo Musibat Ke Waqt Dost Akela Chhod De. Main Zarur Aaunga
by Pak101.com (few years ago!)
Snta-Ladki ko prapose karne ki sabse safe jagah konsi he?
Bnta-Mandir
S-Mandir kyu?
B-Qki waha ladkiyo k pairo me CHAPPAL nai hoti..
by Pak101.com (few years ago!)
Kaise Mumkin Tha Kisi aur Dawa Se
Ilaaj…?
.
Ae Galib!
.
Ishq Ka Rog Tha
.
.
.
.
.
MAA ki Chappal se hi Aaram Aaya.
<(',')
((> ouch
<<
Mummy Mat Maro…:p
by Abdul Hannan (few years ago!)
Farzana Baji Hogai Hai Kuch Naraz Wah Wah…. Wah Wah…. Farzana Baji Hogai Hai Kuch Naraz Q K Un Ki Chappal Pehen K Bhaag Gaya Hai Faraz!!! hahaha
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher:kal tum school kiun nai ae
Sardar:gir gaya tha aur lag gai thi
Techer kia lag gai thi
Sardar:takia pe gir gaya tha aur ankh lag gai thi
by Sabir shah (few years ago!)