Student
Pas Jany ka sawal hi paida nahi hota "Faraz"
.
Jab door se dekh leta hon ke books hain
by Haris abbas Qureshi (few years ago!) / 1411 views
Similar Jokes
Maa mein KBC se bol raha hun.Mere Pitaji ka naam kya hai
Maa:Sawal Kitne ka hai.
Banta:1000 Rupess ka.
Maa:Quit karde 1000 rupaye ke liye ghar mein talwarein nikal aayengi
by Pak101.com (few years ago!)
Malik: Abi tak tm nay machar nahee maray? meray kanu may gunguna rahay hain. Nokar: mein nay kab kay maray hain. ye thu unki bewa bewian hain
by Mazhar Khan (few years ago!)
Really Girls are very Smart...=P
.
Girl: Apple ka Rate kya hai?
.
Applewala: 100 Rs ke 10,
.
Girl: kuch kam karo na plz..
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Applwala: Acha aap 80 ke 8 lelo
.
.
.
.
.
.
Girl: Thanku,
dedo...
ye huyi na Baat... :p =D
by Mazhar Khan (few years ago!)
A SAD LOV STORY
1 student ko apni clasfelw se payr ho gya.Us ne usy prpose kiya lekin larki ne inkar kr diya 0r teacher ko cmplain kar di.teacher ne danta 0r 1 week k liye class se nikal diya.jab larka 1 week baad wapis class main gaya tu larki ko us se lov ho gaya.larki ne us ki kitab pe likha”i m sorry & i lov u too.” larky ne koi respnc na diya..isi tarah 4 saal guzar gay..
Moral:STUDENT KBI KITAB HI NAI KH0LTAY:-
by Mazhar Khan (few years ago!)
CHHOTU - Sab log mujhe GOD samajhne lage hai
MOTU - Tuhe kaise pata?
CHHOTU - Aaj main park gaya to sab kehne lage - Oh god, yahan bhi pahunch gaye
by Pak101.com (few years ago!)
Santa To Rikshaw Wala:
Arey O Bhai Khaali Ho
Kya… ? Rikshaw Wala:
Haan G Bilkul Khaali Hoon
Santa: Aao Chalo Phir Taash
Khelty Hyn . . . =P ;->
by Pak101.com (few years ago!)
Mein Pee Kar Nahi Behakta, Usey Dekh Kar Behakta Hoon,,
.
.
.
.,
Itna Bta. Sharab Haram Hui Ya WO?
Ammi ka jawab :
Sharab Haram he, aur wo
by Abdul Hannan (few years ago!)
A child said 2 sales girl in sweets shop:
Miss will u marry me wen i grow up
Girl smiled & said YES
Child said:can u give ur future husband a free chocolate(",)
by Abdul Sami (few years ago!)
Sardar: Mere Dada ne 1857 ki jung mein 8 dushmano ki taangein kaat di thin..
Dost: Gardanein Q nahi kaatin?
Sardar: Wo koi pehle hi kaat gaya tha..
by Pak101.com (few years ago!)
Sir: Wo Teen Words Batao Jo Subse Jyada Bole Jate Hain ?
STUDENT: Mujhe Nahi Pata….
Sir: Shaabash Beta, Baith Jao..!
by Pak101.com (few years ago!)