Sardar
Sardar darakht pe ulta latka howa tha
.
Friend: Tu darakht pe kion latka hai?
.
Sardar: Sar dard ki goli khayi hai kahen pait mai na chali jaye
by Haris abbas Qureshi (few years ago!) / 870 views
Similar Jokes
Ek newspaper me chhapa ki…
“50% ladkiya bewkoof hoti hai”
.
.
Is baat par ladkiyo ne khub halla machaya..
.
.
Fir next day jab ye chapa k”50%
ladkiya bewkoof nahi hoti”
.
.
Tab jakar ladkiya shant hui
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Ek Sheikh Ka Beta Apni Girl
Friend Ke Saath Ghoom Ke Ghar Aaya To Baap Ne
Puchha.
Baap: “Kitne Paise Kharch Kiye?”
Beta: “50 Rupaye”
Baap: “Itne Sare?”
Beta: “Abba, Us Ke Pass 50 Hi The“
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa: What do you mean, u got that black eye from a fire?
Banta: My wife caught me kissing an old flame.
by Pak101.com (few years ago!)
SHADI SE PEHLE
Boy: Aakhir wo din aae ga kb
Girl: tm muje chor to nhi doge
Boy: no way esa sochna b mat
Girl: Roz shoping kraogy
Boy: Q Nhi, Bahot Sari
Girl: tmhari zindgi me koi or to nhi?
Boy: no yar
Girl: do u love me.
Boy: yes dear.
Girl: oh dear!
SHADI K BAAD -
Ab zra ye sms neechey se ooper
prhen..:P:P
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
1 Pathan ne job k liye apply kia Jawab aya tu khushi sy 1 grand party ker dali. Doston ne fermaish ki k appointment letter dikhao.
Pathan (itraaty hue): Yeh English main hy mein saath saath tarjuma kerta hoon..
"Dear Gul Khan" pyaray Gul Khan
"You don't meet" ap tu miltay hi nahi.
"our requirements" Ap hamari zaroorat ho.
"no further correspondence.." or zid na karain
"will be entertained" khub mazay kia karay ge...!
by lescol (few years ago!)
Chand bhi kya ajeeb cheez hai…
.
.
.
.
.
.
.
Bachpan me ‘Mamu’ aur
Jawani me ‘Janu’ nazar aata hai…
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Beta : Papa,ye Girlfrnd kya hoti hai ?
Papa: jab tum bade ho kar aacha ladka banoge to tumhe b 1milegi..
Beta: agar aacha nahi bana to ?
Papa : to bahot milengi.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Aadmi ki Ammi ke CNIC per Bevah Likh Diya Gaya:
Woh Admi Gusse Main Apne Baap K Saath Nadra ke Office Gaya.
Aur Pathan Manager ko Bola Isay Sahi Kar K Do.
Pathan Manager ne Pistol Nikali Or uske Baap ko Maar Diya.
Aur Bola Ye Lo Sahi Ho Gaya.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Dil Ke operation ko BYEPASS Q kahte hain????????
Socho Socho,
??????
Q Ke agar operation theek ho Gaya to PASS,Warna BYE :-)
by Mazhar Khan (few years ago!)
Larki apni Dadi se: Main school nahi jawongi. Rasty main larkay chairty hain
.
DADI:Bahany mat banawo, mai bhi usi raste se roz bazar jati hon, Mujhe to koi nahi chairta
by hearthackervsgirls (few years ago!)