Pathan
Teacher : Tum kahan paida huway?
Pathan : Khyber PakhtoonKhuwaa me.
Teacher : Is k spelling batao?
Pathan : Zara thehro! Hum ko lagta hai k hum
.
.
.
.
DADU me paida huwa tha....:-0
by Haris abbas Qureshi (few years ago!) / 975 views
Similar Jokes
Inspector to Banta: Faansi se pehle, bata teri antim ichha kya hai?
Banta: Mere pair upar aur sir neeche kar k faansi de do..!
by Pak101.com (few years ago!)
1st Pathan: 2+2 kitne hote hain?
2nd: Tummhe pata nai mjhe Social Studies nhi aati.
1st: Per main ne to Islamiat ka sawal pocha hy.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Agar aadhi raat ko Husband ka
dil kare or Wife ka mood na ho
to.
.
.
... .
.
.
Husband ko chahiye ki wo Wife
ko tang na kare
.
.
.
.
.
.
.
Balki khud uth ke pani pee le..:p
,
"ye tha RAKHI SAWANT ka mind
testing totka.
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar Shadi Ke Aglay Din B.V Ko Maar Raha Tha,
Logon Ne Pocha To Bola:
Innay Meri Chaah Vich Taveez Milaya A,
B.V Rotay Hoye Or Ghussay Se Boli:
O Taveez Nai Tea Bag See…
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Teacher: Pakistan k kitne soobe hain?
Pathan:
Teacher: Good
Pehli dafa sahi jawab dia hai chalo ab un k naam batao?
Pathan:
Mashriq
Magrib
Shumal
Junub.
by Pak101.com (few years ago!)
1 gadda ro ro k dua kar raha tha k mujhe parhna likhna aa jae
wo lamha qaboliyat ka tha ;-
us ki dua qabool howi
aur
ab masha Allah wo ye parh raha hai.
by Sabir shah (few years ago!)
Husband (jalane k liye):
“Kal mere khawab me ek ladki aai thi.
Wah kya ladki the
Wife: “Akeli aayi hogi.?? :/.
Husband: “Tum ko kaise pata ?? :O
Wife: “Uska husband mere khwab me aaya tha :p
by A. Sami (few years ago!)
Santa ne pressure cooker kharida;
dusre din wapis kiya;
S'keeper-
Q wapis kiya ?
Santa-
ghar me jawan betiyan he or ye sala sitiya bajata hai . .
by Pak101.com (few years ago!)
1baar Snta paise jama krne Bank gya
Officr-Ye note fata h dusra do
Snta-Me apne A/c me jama kr rha hu,fata karu ya Nya Tuje kya matlab h bey?...
by Pak101.com (few years ago!)
Ladka: ghire hue badlo mai teri yaad aati hai,
sawan k aane se teri yaad aati hai, Barish ke bundo
mai teri yaad aati hai,
Ladki: haan haan janti hun mujhe teri chatri deni
hai..
by Tanveer Hussain (few years ago!)