Rishta Discussion
Rishta discussion now a days:
Larkay Walay: larki ne kya kiya hua hai??
Larki Walay: jee Masha Allah candy crush
kay 110th stage per hai :P
by Mazhar Khan (few years ago!) / 1027 views
Similar Jokes
Rabri : Ka karat ho?
Laalu : Ek dost ko chitthi likhat hu!
Rabri : Par tuhar likhna to aawe nahi.
Laalu : Vo sasura bhi to padhna nahi jaanat.
by Pak101.com (few years ago!)
GOLU apni billi ko lekar exam dene ja raha tha.
MOLU:-ye billi ko lekar kha ja rhe ho.?
GOLU:-exam dene.
MOLU:-koun sa..?
GOLU:-"CAT" ka.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Munna bhai -Mamu, apun bachpan mein dus maley ke building se gir gaya tha.
Mamu -Aarey, phir kya hua. Bach gaya ki tapak gaya?
Munna bhai -Yaad nehin hai yaar. Bahut purane baat hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Do pathan apas mein baatein kar rahe they
Pehle ne kaha yaarTum bare kaam chor ho
Yeh son kar dosra bola, ghalt bilkool ghalt Mujhe tu kaam se sakht nafrat hai Main bhala woh shey kion churane lagaJo mujhe pasand naheen
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Girl: Will u marry me?
Santa: No, humare yahan shaadi sirf relatives mein hi hoti hai. Mummy ne Papa se, Didi ne Jijaji se aur Bhaiya ne Bhabhi se .
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Eik Sardar dosray sardar say:
“yaar tu nay apni bewi ko talaq Q dee?”.
Dosra Sardar: “Shadi meray naal kiti si tay bacha baghwan kolon mangdi c”
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Santa sabji lene gya.
Sabji wala sbji pr pani chidk rha tha.
Santa intzar krta rha,
Jb kafi der ho gai to bola:-Agar ineh hosh aa gya ho to 1 kilo tol de...
by Pak101.com (few years ago!)
SARDAR k betay ki baraat thi Sardar 250
SARDAR k betay ki baraat thi
Sardar 250 afraad le k pohncha,
Larki ka baap: Tum ne tou kha tha k 50 bandey honge?
Sardar: bande 50 e ne, baqi saarey chawal ney.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
GIRL-dear,sunday 1st show k BALCONY k"CORNER"wale 2 ticket book kr k Rkhna..
BOY-Lekin"CORNER"wale ticket nai mile toH??
GIRL-TO MOVIE dekhenge...
by Pak101.com (few years ago!)
Usko paane ke liye mein bhagvaan se bhi lad leta!.
.
.
.
.
... .
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
par phir maine socha,
.
.
.
.
.
Exams ka time hai!
Bhagvaan se panga thik nahi!
by Pak101.com (few years ago!)