Teacher Pathan se
Teacher Pathan se:
Btao Pine Apple aur coconut k Tree Me kiya Similarity hai ?
Pathan (kaafi Dair sochne k Baad)
Dono Pe Amrood nai lagtay !!
by Mazhar Khan (few years ago!) / 846 views
Similar Jokes
1 Car ki Nilami ho rahi thi
10 lac
20 lac
30 lac
... 1 Aadmi ne Car ki khrab halat py ghor kiya to pas khrry Aadmi se pucha:
Is Car me esi kon C khoobi hy k iske itna daam lag rha hy?
Aadmi: Ab tak is Car k 10 hadsy hue hen or har haadsy me srf or srf "Bv" hi foat hui hy.
Aadmi:
40 lakh
by Pak101.com (few years ago!)
Molvi Pathan Se: Ghusal k Kitne Faraaiz Hain ?
Pathan: 3
Molvi: Shabash Kon Kon Se?.....
Pathan: Shampoo, Saabun Aur Toliya.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Santa : Cheel ko English main Kya Kehte Hain.
Banta : Eagle
Santa : Agar cheel bimar ho jaye to?
Banta : Illeagal
by Mohammad Ali (few years ago!)
Pita- “Dekho beta, tum kabhi shaadi na karna,
yah baad me bahut badi musibat paida kar deti hai|”
Beta- “Haan pitaji, mai kabhi shaadi nahi
karunga aur yahi shiksha apne bete ko bhi dunga|”
by Pak101.com (few years ago!)
Banta: tujhe apna laptop bada karwana hai..?
Santa: Haan yaar..
Banta: to fir Isme se
window nikalwa ke darvaja fit karva le..
by Pak101.com (few years ago!)
Eyes: To look at you Hands: To pray for you Mind: To care for u Heart: To love you and Legs: To kick u if u forget me.
by khalid hussain (few years ago!)
santa to rikshawala : Are o bhai khali ho kya
Rikshawala: Haan bilkul khali hoon
santa: Aao Chalo Phir Tash khelte hain..
by Pak101.com (few years ago!)
2 pathan darya me thora se dahi dal kar chamche se hila raha hote han
.
.
.
.
3 pathan aata ha or kehta ha ye kia kar rahe ho.....
.
.
wo kehte han lasii bana rahe han
to 3 pathan kehta ha
.
.
.
.
.
.
.
itna lassi tumhara baap pie ga :D
by Aurangzeb Khan Tunio (few years ago!)
1 Aadmi Dosre Admi Ko Maar Raha Tha,
Logon Ne Poocha K Q Maar Rhey Ho??
Wo Bola
Sala 1 Ghantay Se Pooch Raha Hy K
Phir Sailab Kab Aaega Muje Rashan Nai Mila..
by Pak101.com (few years ago!)
Santa ko Police Ne Accident Karne Pe
Arrest Kiya..
Judge:Aakhir Ye Accident
Hua Kaise?
Santa:Kyaa Pata Sir,
Me to so Raha Tha....
by Pak101.com (few years ago!)