Pthan to Shopkeeper
Pathan 2 shopkeeper: Bhai sahb 1 rupia ka Easy Load kardo
.
Shopkeeper: 1 rupey ke load se kesi ko call karni hai ya msg?
.
Pathan: Karna tu kuch bhi nahi,
Bus aisy hi paisy urany ki adat hai
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!) / 824 views
Similar Jokes
Height Of Shock:
Malkin: Kya Huwa Tum 3 Din Kaam Pe Nai Ayi???
Kamwali: Memsab Mainey To FaceBook Pe Status Update Kar Diya Tha,..
Ke Main Gaon Ja Rahi Hoon. . .
.
APKE Pati Ne Comment Bhi Kiya,
HAVE A SAFE TRIP.. COME SOON HONEY.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Aadmi Mandir Mein Bhagwan Ke Samne Jakar Bola.
Tune Bachpana Diya Cheen Liya,
Jawani Di Cheen Li,
Paisa Diya Wapas Le Liya,
Ab Ye Biwi Di Hai
.
.
.
To De Kar Bhool Gaya Kya…
by Pak101.com (few years ago!)
Mureed:
Baba Jee
Agar Main Nazrana Doon
To Guarantee Hai K Mera Bacha Ho Ga.
BABA:
Nazrane Ki Jagah Agar
1 Chance Do To 100% Guarantee Hai
by Pak101.com (few years ago!)
Aik sahib ne apne naye mulazam se kaha& ja kar bazaar se aalu or gost le aao.
nokar ne kaha……janab main is sher main niya hun kahin kho jaon, chunacha woh sahib khud hi bazaar se saman le aye. ghar aa kar unho ne nokar se kaha ke lo ab pakao. is ne jawab diyaise sui gas par pakana nahi aata. in sahib ne khud khana tyar kar liya. phir mulazim ko awaz di aao khana kha lo. who bola”bar bar inkar karna acha nahi lagta. muje sharam aa rehi hay is liye kha leta hun.
by Pak101.com (few years ago!)
Sher sherni ko kiss krne lga Sherni ne rok dia or idhr udhr dekhne lagi
Sher: kya hua?
Shreni -Dekh rhi hu aas pas Discovery wale to nhi hai!
by Pak101.com (few years ago!)
Sab hm sy hr cheez main agay chaly gaye
Hm sirf is mehngai main pistay chaly gaye
Jab kuch na karsaky humary ya hukmaran
Lo ajj hm aik ghanta agay chaly gaye
by Mazhar Khan (few years ago!)
Girl: Paros wali Aunty mujhe bohat tang karti thi.
Jab b kisi ki Shadi hoti wo mere
gaal kheench k kehti
"AB TUMHARI BARI HAI"..
Phir maine unki ye aadat khatam
karwa di.
Friend: Kaise?
.
.
.
.
Girl: Jab kisi ki death ho jati tou
main un k Gaal kheench kkehti.
"AB AAP KI BARI HAI".. :D :P
by Pak101.com (few years ago!)
Once in a jungle after a party all the animals were eating RAJNIGANDHA PAN MASALA
But girraffe was not eating.
Lion: Why are you not eating PAN MASALA
Girraffe: I only eat
MANIKCHAND….. Unche Log Unchi Pasand MANIKCHAND
by Pak101.com (few years ago!)
The janaza of aashiq is nikla from the gali of mehbooba
with very zoor shor
the mehbooba jhaaki from the booha
and boli
mar gia kalmuha.
by Sabir shah (few years ago!)
Santa:
Oye Banta Machli Khayega?
Banta:
Nahi Yaar Usme Kaante Hote Hain.
Santa:
Oye Chadd Yaar,
Chappal Pahen K Kha Lena.
by Pak101.com (few years ago!)