Maine Tumhara No
Santa-Maine Tumhara No. Kitni Baar Try Kiya But Tumhara Mobile "SWITCH OFF" Tha
Banta-Abe Wo Meri "HELLO TUNES" Hai
by Pak101.com (few years ago!) / 935 views
Similar Jokes
PATHAN: Hm Paani Q Peete hain??
Sardar: Nhi pata.
PATHAN:
BewaqoOoOff Hm Paani is liye Pete hain,
Q k hum Paani ko Kha nhi sakte
by Abdul Basit (few years ago!)
Doctor:
Kaise Ana Hua
Pappu :
Tabiyat Theek Nahi,
seenay me Pain ho
Raha hai ,
Doctor :
Sharaab Peete ho ?
Pappu :
Haan Par Chota glass hi Mangwana...
by Mohammad Ali (few years ago!)
2lady ped k niche baithi Kafi der se bate kr rahi thi
Achanak 1aam gira
1lady-ye aam kese gira
Aam bola-
PAK GAYA HU TUMHARI BAATE SUN-SUN KE
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: I gave a moving performance in singing.
Banta: What do you mean by moving performance?
Santa: Everyone moved out of theatre.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Teacher:
“Pappu MQM wale ki beti ko
bhaga kar le gaya. Is ka future
tense batao ?”
Student:Pappu ki namaz-e-janaza
shaam 6 baje ada ho gi……
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Gayon mein aik shakhs ka inteqaal ho gia aik saheb tazyat kay liye in kay betay kay pas gaye aur poocha marhoom ko kia bimari thi.
Betay nay jawab mein kaha burhapa khood aik bimari hai.
Woh saheb bolay: Waqai hamaray mohallay mein bhi teen char bachay isi bimari mein maray hain.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ek student ki aakhri khwaish Mujhe jala dena ya dafna dena, maru to 1 ghoot beer pila dena, mein tajmahal nahi chahta dosto, meri kabrpar girls hostel bana dena!
by Pak101.com (few years ago!)
Hamari Light To Ab Is Tarha Se Aati Hy fArAz
Jaisey Shadi K Bad Beti Bap K Ghar Aati Hy
(acha abbu mai chalti hon, subha unhen kaam pe bhi jana hy)
by @irha@ (few years ago!)
P.P.P ki darindagi ka aik aur jeeta jaagta saboot,
Korangi me quetta hotel ke 3 masoom pathano se
"Naswar" cheen li, teeno pathano ne tarap tarap ke jaan dey di....
by Abdul Hannan (few years ago!)
Beta:papa chalo aaj Mcdonalds chalte hain
Papa:pehle mcdonalds ke spellings to batana zara
Beta:Chalo fir KFC chalte hai
by Pak101.com (few years ago!)