Hathi ka to nai lagaya
Dost:mera dil bahut bara hai.
Sardar:kiun tu ne hathi ka dil to fit nai karwa lia hai.
by Sabir shah (few years ago!) / 799 views
Similar Jokes
Pati- Jab Maine ache kapde Pehn k Bazar Jata hu to Sabziwala sabzi mengi deta hai Jab Gande Kapde pehn k jata hu to sasti
BV- Kal se Katora le k jana
by Pak101.com (few years ago!)
1
13
khayal
20
na aawey
tay
80
udaas ho
janday haan
100
20
nhi sakdy
Chalo
A
10
devo
Tusi
20
saanu
iina
E
yad
kardey O
Ya roz
32
band
kar k
100
janday
O.
A gall kisay 9
20
na 10 daveen k
13 mera 7 hamesha rahaway ga
Q
k
A DIL 20
Tera
tey
80
20 tere
I MIS U DIL K 7
Hum 2,9,1,7. .
by Mazhar Khan (few years ago!)
Santa : Tumhari biwi ka kya naam hai?
Banta : Google Kaur.
Santa : Ye kaisa naam hai?
Banta : Yaar mein jaha bhi hota hoon, wo mujhe dhoondh hi leti hai!
by Pak101.com (few years ago!)
1 Pendu Lady Ki Shadi 1 UK Return Admi Se Hogai.
1 Din Uska Banda Khana Khate Hue Mar Gya.
Larki Ne Logo Ko Bataya,
Haye Pani V Nai Mangia,Bs Water Water Krda C
by Pak101.com (few years ago!)
Once a sardar calls another sardar on the phone and says Hi,Main Bol Raha Hoon.
The other sardar replies Kamaal Hain, Ithe Vi Main Bol Raha Hoon!
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Yar ek number hy, is
pe cal kr k pta kro k yay kn hy?
kuch kahe to 2,,4 suna bhe dyna.
Sala apny ap ko police wala kehta hy.
Number yay hy.
.
.
.
“15?
by Abdul Sami (few years ago!)
Bahu: Maaji, yeh abhi tak nahi aaye, kahi koi ladki ka chakkar toh nahi hai unke ?
Maaji: Are kalmuhi tu toh hamesha galat hi sochti hai, Ho sakta hai ke kisi truck ke niche aa gaya ho!
by Pak101.com (few years ago!)
1 horror movie dekhi
Husband:rat ko mene ek horror movie dekhi, 1
chudeil kabhi mere aage kabhi piche aur kabhi sath
chal rahi thi,
Wife:Kaun si movie thi?
Husband:Apni shadi ki
by Tanveer Hussain (few years ago!)
class teacher boli:
batao bacho zinda rehne k lye kya chez zaruri h
studant:
zor se bola
zinda rehne k lye teri kasam
ek mulakat zaruri h " sanam "
by gazi (few years ago!)
Baba-e-Qaum: Muhammad Ali Jinnah
Quaid-e-Millat: Liaquat Ali Khan
Madar-e-Millat: Fatima Jinnah
Aur Ab . . .
Bhabhi-e-Millat: Sania Mirza. :-)
by Pak101.com (few years ago!)