Train station par ruki
Train station par ruki. Ek aadmi khidki ke paas baethe santa se- Kaun sa station hai?Santa bahar dekh kr kuch der soch kar "lag to Railway Station raha hai".
by Pak101.com (few years ago!) / 1010 views
Similar Jokes
Santa baalon k saath saath kandhe pe b shampo laga rha tha.ye dekh k wife boli-kya kr re ho?
Santa-ye koi aam shampo nai hai ye Head & shoulder hai.
by Pak101.com (few years ago!)
denge Afridi: Hum Sachin ko kissi bi haal main Century ki century nehi bananey dey gey. Shoaib: Magher hum usey rokey gey kaisey!!!!! wo tu gazab ki form main hai?Afridi: Hum 100 key andur hi all out ho jaey gey...!!
by Mohammad Ali (few years ago!)
Saas : Bahu aaj se mujhe apni Maa aur saurji ko BAAP samjho
Todhi der baad door bell bajati hai uss ka sohar aata hai
Saas: Bahu se kon hai?
Bahu: Maa BHAI SAHIB aaye hain.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa & Banta Were Discussing
Santa: If I Drink Coffee, I Can’t Sleep
Banta: Its Happend Opposite To Me
If I Sleep, I Can’t Drink Coffee
by Tanveer Hussain (few years ago!)
A phatan joined Army & was given a Gun.
Phatan: Sir, is ki naali apni taraf rakhun ya dushman ki taraf?
Major: kisi bhi taraf rakh le faida mulk ka hi ho ga.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek aadmi ne ek gawar naukar rakh liya aur usse samjhaya ki kissi ke naam lene se pahle JEE laga diya kare.
Thori der baad naukar bhagta hua aya aur bola…
“sahebji sahebji kutteji ne murgiji ko pakar liya hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan:parso meri bivi kunwe me gir gai bahot chot lagi chila rahi thi
friend :ab kaisi hai?
Pathan :ab theak hai kal se kunwe se awaz nai aai.
by Sabir shah (few years ago!)
1 Sardar Ne Pehlwan Ko Car Se Takkar Maar Di
Pehlwan Ne Sardar Ko Car Se Nikala aur Car Se 10 meter Door Khara Kr K Road Par 1 Line Lgai aur Kaha K
“AGAR Is Line Se Idhar Aya To Maar Dalun ga”
or Khud Danday Se Car Tornay Lga.
jb Car Ka kafi Nuqsan kr Lia to Peechay Mur K Dekha To Sardar Zor Zor Se Hans Raha Tha.
Pehlwan: Tum Q hans Rahe Ho?
SARDAR: Hanstay huwey
TU gaddi Torr Rya C ty Me 5 Wari Lane Cross Keeti A
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek Kutta Diwar Pe Toilet kar Raha Tha Ki,
Tabhi Diwaar Gir Gayi Aur Kutta Marr Gaya,
Tabi Se Kutton Ne Decied KiyaKe
“ Susu Karte Waqt Ek Taang Se Diwaar Ko Sahara Diya Karenge “
by Pak101.com (few years ago!)
Beta papa se: Papa main itna bada kab ho jaunga ki mummy se bina poochey ghar se bahar ja sakoo.
Papa thandi saans lete hue: Beta, itna bada toh abhi main bhi nahi hua hoon.
by Pak101.com (few years ago!)