Karaya 500 saman free

Sardar:janab airport tak kitna karaya lo ge?:-
taxi driver:5oo rupee aur saman free

sardar:theak hai to saman le ja me rikshaa me aa raha hun.

by Sabir shah (few years ago!) / 784 views
(Not Rated Yet)
 

Similar Jokes

Sabzi waala

Sabzi waala sabzi pe paani chidak raha tha,

kaafi der ho gayi,

Customer gusse mein aa ker bola:

Bhai saheb: agar bhindi ko hosh aa gaya ho

to Aik kilo de do :P ;)

by Mazhar Khan (few years ago!)
Phatan train me su su kr k aya

Phatan train me su su kr k aya


BV: Ap ka pyjama geela kyu hy?

Phatan: Toilet mein likha hy
“Jisam ka koe b hesa bahir na nekale”.

by Abdul Hannan (few years ago!)
Maalik: arey, tune 500 saal puraani

Maalik: arey, tune 500 saal puraani ghadi thod dee hai.

naukar: bach gaya saab, main to samjha yeh nayaa hai

by Pak101.com (few years ago!)
pathan ki qaza namaz

Ek Pathan Ne Apni Qaza Namaaz Ada Karne Ka Socha:

Namaz Se Pehle Oonchi Aawaz Main Niyat Ki...




2 Rakat Namaz Fajar Qaza, 4 November 1996. Allah-o-Akbar

by Abdul Hannan (few years ago!)
BF:Mai Tumhara Mobile Dekh Sakta Hu

BF:Mai Tumhara Mobile Dekh Sakta Hu
GF:Ha Janu Q Nai Just A Minute

Delte Delete Delte
Ya Lo Janu Dekh Lo Tumha To Mujpe Trust Hi Nai

by Pak101.com (few years ago!)
Ek Banda Konay MeiN Chhup K Mobile Pe

Ek Banda Konay MeiN Chhup K Mobile Pe Baat Kar Raha Tha

Dost: Yaara! LaRki Se Baat Kar Rahay Ho?

Banda: Yaara! Khuda Ka Qasam LaRki NahiN, Mangetar Hai.

by Tanveer Hussain (few years ago!)
Doctor! My son swallowed

Santa: Doctor! My son swallowed a key! Doctor: When?
Santa: Three months ago
Dr: What were you doing till now?

Santa: We were using duplicate key

Dr: So why did you come today?
Santa: We lost the duplicate key!

by Pak101.com (few years ago!)
Mazaaq ki aadat

Wife: Aapko meri khoobsurati zayada achi lagti hay ya aqalmandi..?

Husband: Mujhey to tumhari ye mazaaq ki aadat bohot achi Lagti Häy...

by Pak101.com (few years ago!)
Baap: Beta! zindgi main kabhi

Baap:
Beta! zindgi main kabhi Chars na peena, warna wo jo aagay 4 Aadmi ja rahay hain, 8 nazar aaen ge,
.
.
Beta: "Magar Abbu! wo to 2 Aadmi hain!

by Pak101.com (few years ago!)
Fakeer

 wife aur Husband Mazaar se Nikle to (aik Faqeer ne kaha:Shehzadi 5 rupey de de, Andha hoon

.Husband: De do, Tumhe Shehzadi kaha hai to zaroor andha ho ga.

by tanveer hussain (few years ago!)
  • Page 1 of 1
  • 1

Most Viewed Jokes

Hathi Aur Kele Ki Game

Taj Mahal ko kareedh loonga

Khate Time Baat Nahi Karte

Memon Apne Kamre Ko

AFRIDI's Daughter

Ek sheikh doctor k pass gaya..

Motorcycle double stand

ust Friends: Never ask for f..

Neutron in the Bar

Malkan Ap Udaas Kyun Hai

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook