Rasta do mera baap hai.
1 road par rush ho gaya to sardar ko dekne ka mauka na mila
sardar bola:hat jao ye mera baap hai
logön ne rasta dia
sardar ne dekha to wo gadha tha.
by Sabir shah (few years ago!) / 583 views
Similar Jokes
Pathan Ki Dukan Pe Likha Tha:
“Udhaar Sirf Assi Se Nabbe Saal Ki Umar Ke Logon Ko Diya Jayega, Woh Bhi Unn Ke Maa Baap Se Pooch Kar“
by Pak101.com (few years ago!)
Yaar aik baat to batain yeh 24 gante bijli ka kya maza. jaise garmi ka maza hi na le aur loudsheding bulkul nahi. Maza to ab ayega wapda ke saath, g han ab 24 gante mai 12 gante Loudsheeding woh b complete bill k saath aur electronic nuqsanaat bulkul muft?
by Mazhar Khan (few years ago!)
Santa & Banta playin chess... Santa:chal yaar...ab
band karte hain...... Banta:haan thik he...vaise bhi
mera ek haati aur tera ek ghoda hi to bacha he!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
GIRL-dear,sunday 1st show k BALCONY k"CORNER"wale 2 ticket book kr k Rkhna..
BOY-Lekin"CORNER"wale ticket nai mile toH??
GIRL-TO MOVIE dekhenge...
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan to Molvi: kya wazu kiye bina Namaz ho jati hai?
Molvi: Nahi,
Pathan: Hoti hai yaar!
Molvi: Nahi hoti Bhai.
Pathan: Maine khud parh ker dekhi hai.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Class Mein Techer Ne Bachho Ko Kaha Ki Apne Teacher Ke Uper English Mein 15 Lines Essay
Likho,Kuch Der Baad Madan Khada Hua Aur Teacher Se Poocha,Sir, Haramkhor Ko English Mein Kya Kahte Hai?
by Pak101.com (few years ago!)
Ye SMS Abhi Apne 8 FriEnDz Ko SenD Kro
AGar Wo WapIs tuM ko sMs KraIn To tuM SaMjh LeNa K
.
.
.
.
.
TuM Bhi FarIgH, TuMHaraY DoSt B FariGH.
by Mazhar Khan (few years ago!)
It is well known saying that-`jo hase,unke ghar base.`
But the question is`ghar basne ke bad kitne hase!`
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar pathan K bachay ko dekh kar bola
bhot khubsurat hai kitnay MAAH ka hai?
Pathan gussey may bola:
Kameene aik hi MAA ka hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Husband aur
Wife Hotel me gaye tabhi 1 Lady ne
Hello kiya, Wife nay pocha, Koun Thi
Wo? Husband:- Tum dimagh kharab
mat karo, main pehle hi pareshan
hun k woh bhi Yehi pochay gi
by Åkásh khãñ (few years ago!)