Pathanon ki taksi
4 pathanun ne mil kar taksi li aur karaye pe chalai aik banada sawar nai hota tha q
sawarian charhane charun jate the
by Sabir shah (few years ago!) / 521 views
Similar Jokes
1st Sardar:
0ye Agar Neend Na Aye To Kya Kia Jae?
2nd Sardar:
Neend Ka Intezaar Karne Se Behtar Hai K Admee So He Jae
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Mareez:-doctor ,mujhe ek serious bimari hai,main jo kuch bhi bolta hoon bhool jata hoon.
Doctor:-aapko ye bimaari kab se hai? Mareez:-kaun si bimaari?
by Pak101.com (few years ago!)
Golu- Aur biskut Lijiye Na!!
Mehmaan- Nahi Shukriya,Mai Pehle Hi 4 Kha Chuka Hu...:O
GOLU- Waise khaye to aapne 8 hai, par chalo yahaan kaun gin raha hai..
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Ladki Cosmetic Ki Dukan Par Gayi Aur Dukandaar Se Boli.
Ladki: “Bhaiya, Koi Achha Sa Shampoo Dena”
Dukandaar Use Ek Shampoo Ki Bottle Deta Hai.
Ladki: “Bhaiya, Is Ke Saath Jo
Free Gift Hai Woh To Do”
Dukandaar Hairani Se Bola: “Par Aisa Koi Gift Nahi Hai ”
Ladki: “Magar Bottle Pe To Likha Hai Dandruff Free“
by Pak101.com (few years ago!)
Man: I Got A Brand New Ford IKON 4 My Wife!
Santa: Wow! Dats Unbelievable Exchange Offer!
by Pak101.com (few years ago!)
1 Kunwari ladki ko bachcha ho gaya . uske baap ne
poocha yeh bachcha kis ka hian
ladki : Papa missed call to sab marte the pata nahi
kiss ki recieve ho gayi
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Masoom Dhamki
1 cHor choRi kr k ghR SE
ja rHa tha
k
... Bachey ki Aankh khul gAi
BacHa :
mEra SCHOOL ka BAG b leja saly wrna
shor mcha donga
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher :Childrens Exams Are Nearing If U Have Any Doubt U Can Ask Me..
Santa:
In Which Printing Press
The Question Paper Are Printed..?
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Angrez ko raat me bahut machhar kaat rahe the...
Usne gusse me aake saari light band kardi.
tabhi room ek jugnu aaya.
Angrez: Ohhhh no!!! India ka macchar sala ab torch leke dhund raha hai
by Pak101.com (few years ago!)
Chaudry: . Apni shadi nu 5 saal ho gaye tenu pyar da sab se zayada maza kis din aya? . . .
Wife! . Sharmate hue… “tussi us din Multan gaye C”
by Mazhar Khan (few years ago!)