Larki Mandir Me
Larki Mandir Me-Hai Bhagwan
Kisi Samajhdar Aadmi Se Meri Shadi Karwa Do
Bhagwan-Ghar Chali Ja Beti
Samajhdar Aadmi Kabi Shadi Hi Nahi Krte
by Pak101.com (few years ago!) / 866 views
Similar Jokes
Girl : Mujhe Kyu Dekh Rahe Ho?
Tumhari Koi Behan Nahi He Kya?
.
Boy : Hai Isi Liye To Dekh Raha Hu
.
Girl : Kyu ?
Boy : Meri Behan Ko BHABHI Chahiye... ;->
by Pak101.com (few years ago!)
Naa dekh asmaan ko itni hasrat se
…Dost…
Kisi parinday ne moo pe potti kr di to saari hasrat
nikal jaye gi…!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Dukh is ka nhi k hamari light nhi hy Khushi is bat ki hai k kisi ki bhi nahi hai..:-) hahaha ( ',')/ <)) bally bally / > Is prcham k saye talay hum ek hain. Hm aik hain 8-)
by Mazhar Khan (few years ago!)
Aik bewakoof ne apne dost se kaha : Main ne aaj railway walon ko bohat dhoka dia hai. Dost : acha woh kese ? Bewakoof : woh aise ke main ne wapsi ka tiket to khareed lea hai magar wapis geya hi nahin...
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Pathan pehli dafa Jahaz Pe Baitha: Jesy hi Jahaz ka Agla Tyre Ooper Utha, Tu Pathan Pilot ko Maarny Laga.
.
Aur Bola:
Mai Pehlay He Dara Huwa Hon
Aur Tum Wheeling Kar Rahy Ho.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Indian ja raha tha Pathan say takar ho gy.
Indian: Men shama chahata hn,,
Pathan: Shama ko hum bhi chahta ha lekin Uska
baap nahi manta ..!:-o
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Police Sardar officer se: criminals kiyu apnay fingerprints kaam k baad chortain hain?
Sardar: Sir,kiyu k woh illiterate hain, agar literate hotay toh apnay signature kar k jatay!!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sardar: Apki gari (car) ka naam kia hai
Lady: I don't remember it name now but its starts with "T"
.
Sardar: O that's good.. hamari gari tu Petrol se start hoti hai
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Ek Bacha Girl ko Kiss Karte Hue
Ek bacha girl ko kiss karte hue dekh leta hai.
Bacha: mujhe bhi karne do Warna main apke papa ko bata dunga.
Ladki: Le yaar tu bhi karle, Bacha kafi try karta hai, Par wo height me kam reh jata ,
Baccha pareshan ho kar.
Bhaar mein gayi duniyadari
Jo kam galat hai.. Wo galat hai.. Main to bataunga!
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar: Tumhe Rajput Kyo Kehte Hai?
Rajput:
Hum Apni Baat Pe Jaan De Dete Hai Tumhe Sardar Kyo Kehte Hai?
Sardar:Hum Bina Baat Ke Jaan Dete
by Pak101.com (few years ago!)