Bahaar Aane Se Pehle Fiza Aa Gayi
Arz kiya hai:
Bahaar aane se pehle fiza aa gayi,
ki bahaar aane se pehle fize aa gayi,
Aur phool khilne se pehle.....
.... bakri kha gayi
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 742 views
Similar Jokes
A sardarji went to a
STD/ISD/PCO SHOP and
slapped the operator twice. :-( Guess why ?
bcoz there it was written
“Number dial karnay se pehley do lagain”
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Teacher Class Mein Pappu Se Puchti Hai.
Teacher: “India Mein Kitne Mahapurush Paida Hue Hai?”
Pappu: “India Mein Mahapurush To Kya Purush Bhi Paida Nahi Hue, Sab Bacche Hi Paida Huwe Hai
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: Tumhaare Aur Suman Ka Answers Ek Jaisa Hai. Woh Kaise?
Funny Sudhir: Kyunki Question Ek Hi Tha Na Teacher
by Pak101.com (few years ago!)
Question: Why do men fart more than women? Answer: Because women won’t shut up long enough to build up pressure.
by inayat khan (few years ago!)
Gayon mein aik shakhs ka inteqaal ho gia aik saheb tazyat kay liye in kay betay kay pas gaye aur poocha marhoom ko kia bimari thi.
Betay nay jawab mein kaha burhapa khood aik bimari hai.
Woh saheb bolay: Waqai hamaray mohallay mein bhi teen char bachay isi bimari mein maray hain.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
3 Dost Bike pe ja rhe the.. Trafficwale ne Rok kr
bola : "Tumhe malum nhi TRIPLING Apradh hai.."
1Dost : Hume Malum hai islie to 1 ko Ghar Chodne
ja rhe hai..
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek sardar ki chatri me hole
tha,
kisine pucha,umbrella me hole
kyu?
Sardar bola,Oye barish ruk
jayegi to pata kaise chalega.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Teacher: Shadi ke waqt Dulha ko gorhy (horse) par kion betaya jata hai??
.
Student: Last warning di jati hai ky abhi bhi waqt hai bhaag ja….
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Teacher: jisko kaan sunaayi nahi deta hai, aap use kya bulaate hai?
Santa: kuch bhi bulaa sakte hai. kyunki use sunaayi nahi detaa hai na.
by Pak101.com (few years ago!)
Wife : Kaash main newspaper hoti dinbhar tumhare hathon main rehti.
Husband : Meri bhi yahi dua hai rab se issi bahane har din nayi nayi to milti.
by A. Sami (few years ago!)