Ek murgi ne 5 anday diye
Ek murgi ne 5 anday diye or dua mangi
Bachay naik niklein, kuch dino bad bache nikle
1st bacha namaz padta howa nikla
2nd tasbi parhta hua, 3rd wazo karta howa
4th naat perta hua 5wa nahee nikla to
Murgi pareshan ho gaye aur dua karne lagi
Phir anday say awaz aye ami ma aetikaf ma beta howa ho
by Mazhar Khan (few years ago!) / 1025 views
Similar Jokes
Pagal dentist se:
kya dard k baghair daant nikaal lete ho?
Dr: nahi
Pagal: Main nikal leta hn.
Dr: wo kaise?
Pagal: Hee hee hee hee hee hee hee ;) :P
by Mazhar Khan (few years ago!)
Patient to Doctor: Apne nurse bauhat aachhi rakhi hai,
uska hath lagte he main theek ho geya..!!
Doctor: Janta hoon, thhapad ki awaaz
mujhe bhi sunai di thi.. :p:p
by Mazhar Khan (few years ago!)
Bhikhari: Saab 1 rupaya de do.
Saheb: Kal aana.
Bhikhari: Saala is kal-kal ke chakkar mein is colony mein
mere lakhon rupaye fase huye hain.
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar K Ghar Chor A Gya
Sardar Ne Dekha To Chor Bhaga.
Sardar Bhagta Bhagta Chor Sy B Agay Nikal Gya.
.
.
.
Sardar: Ek Tay Chori Utto Saday Naal Raisaan…?
by Pak101.com (few years ago!)
PATHAN ko 1 charagh mila
Utha kr $aaf kia to 1 Jin nikla or kaha
apki 3 khwahishain puri karonga
PATHAN:
Humko aisa Naswar do jo kabi khatm
na ho
ek dum 1 naswar ka packet agya
PATHAN ne thori si naswar nikali to
utni naswar or agai
Jin: Baqi 2 khwahishen?
PATHAN Aisa 2 Packet or de do.
by Aurangzeb Khan Tunio (few years ago!)
Wife : Jab mein gana gaati hu to aap bahar kyu chale jate ho?
Husband : Taki Mohalle wale ye na samjhe ki mein tumhara gala daba raha hu.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek aadmi ne apni saas k pas sanp betha dekha to sanp se bola
Meri saas ko dus lo
Sanp_
Aby kiya dus lon?
Main to khud is se Zehar EASY LOAD krwane aaya hun !
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Serdar: Oii Mayray Shaympoo Ke saath Freeee Gift Dou Shop keeper! Gee Iss kay saath Koee Gift Nhee Hei
Serdar: Shaympoo Pay Likhaa Hai DANDRUFFF FREEEEE..
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Judge ( chor se ) : tum pandharvin baar adalat mein aaye ho is liye tum par pachaas hazaar rupay jurmana aed kya jata hai.
chor ( haath bandh kar ) : huzoor! baqaida anay walay gahak ke sath kuch to riayat honi chahiye
by Mazhar Khan (few years ago!)
Doctor owr Allah ko khabi naraz mat karna Kionke jab Allah naraz hota hai, tu wo Doctor ke pas bhej daita hai Owr jab Doctor naraz hota hai, tu wo Allah ke pas bhej daita hai
by hearthackervsgirls (few years ago!)