Sweet insult!!
Sweet insult!!
Ek ladka gadhe ke samne gir gaya.
Ek khubsurat ladki ne dekha aur kaha apne bade bhai ka pair chhu rahe ho kya?
Ladka : ji bhabhiji.
by Mazhar Khan (few years ago!) / 746 views
Similar Jokes
Two Frogs Sitting Together
1St Frog: Trrrrr
2nd Frog: Trrrr
1st Frog:Trrrr
2nd Frog:Trrrr
1st Frog: Taratrrr
2nd Frog: Yar Topic Change Na Kar.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Pathan 2 shopkeeper: Bhai sahb 1 rupia ka Easy Load kardo
.
Shopkeeper: 1 rupey ke load se kesi ko call karni hai ya msg?
.
Pathan: Karna tu kuch bhi nahi,
Bus aisy hi paisy urany ki adat hai
by Mazhar Khan (few years ago!)
Major Rohail ka bacha: Teri MAA itni moti hai k sab us ko TRUCK kehte hai.
Pathan ka bacha: Teri MAA moti nahi hai is liye sab log use cycle cycle kehte hai.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Wife: Aap bohut mote ho gaye ho,
Pathan: Tum bhi to kitni moti ho gai ho,
Wife: Mein to maa banne wali hun,
Pathan: Mai bhi to baap banne wala hu…
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Sir :ap dost ko 500 do aur 200 us ko zaroorat hon wo ap ko kitne waqas de ga.
Studend:aik rupee bi nai
sir:galat
student:sir ap in begairto ko nai jante
by Sabir shah (few years ago!)
Ullu aur shohar main kya Farq hota hai?
Shohar ko asani se Ullu banaya ja sakta hai…
jabki, Ullu itna ullu bhi nahi hota ke Shohar ban
jaye!!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Me dilse dua karta hun k Allah ap ko
imran,
asif,
nasir,
faisal,
masood,
bilal,
sohail
aur wasif de,
8 bache kafi hain ya aur bi mangun
by Sabir shah (few years ago!)
A boy and a girl play ludo. Boy agar 1,2,3,4,5 aya
to i will kiss u.
Girl- what? Acha ..Agar 6 aya to.
Boy- Kabhi ludo nahi khela kya, 6 aiya to phir se
meri
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Bolu: Pappu, Why are you looking sad today ? Pappu: My wife will not speak with me for a week…. Bolu: Are you mad, You should be happy for that… Pappu: Ya I was but today is the last day !
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher to pathan:
batao Pakistan ka jhanda sub se
pehle kahan lehraya gya?
Pathan boht dair sochnay k bad bola:
Hawa mei…. :-
by Aurangzeb Khan Tunio (few years ago!)