Achy Dost b kabi kabi museebat
Achy Dost b kabi kabi museebat ban jaty hain
-----------------
Ake din main ghar bote dair se pahuncha
DAD: "Kahan Tha Tu????"
...
Me: "Friend ke ghar per tha.."
DAD called 10 of my friends in front of me
4 ne kaha: "Haan Uncle..... yahin par tha....."
2 ne Kaha: "Abhi just nikla he hai.....ah ra ho ga"
3 ne kaha: "Yahin hai uncle, Padh Raha hai... Phone
Du Kya????"
AUR EK NE TO HADD HE KAR DI.......
.
.
Bola: "Haan papa bolo kya hua... koi kaam hai?"
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 848 views
Similar Jokes
Rahul gandhi Se Interview Me Pucha Gaya:
Agar 2 Minute K Liye Aapko P.M Bana Diya Jaye
To Aap Kya Karenge..??
Rahul: Hum Maggi Noodles Banayenge..
Interviewer: Why.??
Rahul: 2 Minute Me To Sirf Maggi hi Ban Sakti Hai..
Interviewer: Agar 5 Saal K Liye Bana Diya Jaye.??
Rahul: Hum 5 Saal K Liye P.M Nahi Banege..
Interviewer: Why.??
Rahul: Itni Maggi Kaun Khayega!!!!!
by Pak101.com (few years ago!)
judge: What was he doing when u arrested him?
Cop: He was arguing with a driver.
Judge: That`s no proof he was drunk.
Cop: There was no driver there.
by Pak101.com (few years ago!)
Dad’s writes on son’s facebook wall:
Dear Son, how are you? All are fine here. We miss you a lot.
Please turn off the computer and come down for dinner.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Santa Or Banta Train Ke Pichhe Bhaag Rahe The.
Santa Kisi Tarha Se Train Par Chad Gaya To Train
Ke Dibbe Mein Bethe Logo Ne Kha “Well Done – Well
Done“.
Santa: “Abe Kya Khaak Well Done, Jana To Usne Tha
Mein To Sirf Chhodne Aaya Tha.“
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Wife: Suntay Ho Jii,,
Khush Naseeb ko English me kiya Kehty Hen??
?
?
?
?
Husband: UNMARRIED....;-p
by lescol (few years ago!)
Dozakh mein bohat sary log masti kar rahy thy
Kisi ne pucha ye kon hyn jo yahan bhi aish kar rahy hein,
Frishty: LAHORI hain kambakhat kahin bhi adjust ho jaty hain…
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Kid (mobile cell phone par): Madam, mera beta aaj school nahi aaygea?
Madam: Aap kon bol rahe ho?
Funny Kid: Mere papa bol rahe hain.
by Pak101.com (few years ago!)
Ladki Ne Apne Premi Se Ek Din Bade Hi Pyar Bhare Andaaz Se Puchha
Ladki: “Janu, Tumne Mujh Mein Aisa Kya Dekha Ke Tumhe Mujse Pyaar Ho Gaya?”
Ladke Ne Sprite Pee Rakhi Thi Sidhi Baat Boli
Ladka: “Oh Janeman, Tera Sab Kuch Dekhne Ke Liye Hi To Tujhse Pyar Kiya Hai“
by Pak101.com (few years ago!)
Husband asks, Do you know the meaning of WIFE.
It means...Without Information Fighting Everytime!
WIFE satys No, it means -
With Idiot for Ever
by Pak101.com (few years ago!)
Chiman: Doctor help me, mein jab baat karta huun to muje sirf awaaz sunai deti hai,
aadmi nahi dikhta.
Dr: Aaisa kab hota hai?
Chiman: Phone karte waqt.
by Pak101.com (few years ago!)