A lucknowiNawab meets GOLU
A lucknowiNawab meets GOLU
Nawab:Janab kya main apko ek takleef de sakta
hoon?
GOLU:O kutty hath to laga,
daikh tujhy zalel kese karta ho
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 949 views
Similar Jokes
1 Bar Ganje K Sar Pr 8-10 Baal Ug Aye
Ganja Naai K Pas Gya,
Naai Guse Se Bola Inhe Ginu Ya Katu.
Ganja, Shrmate Hue Bola. Die Kr Do.
by Pak101.com (few years ago!)
MOLU:Ghar me aag lag
gayi, aag lag gayi
GOLU:Mujhe kya
MOLU: Bevkoof! Tere
ghar me lagi hai
GOLU: Fir tujhe kya
by Pak101.com (few years ago!)
Jahaaz me Air-Hostess ne pathan ko ulti karte dekha to wo bag de gai k is me kar lo
Thori der bad AirHostess dekhti hai k sab ulti kar rahe hen or pathan so raha hai.
Usne Pathan se pocha sab kyun ulti kr rahe hen?
Pathan: hum ne ulti kia sab ne bura mana.
Hum wapis pi gaya.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Pathan apne Baap se: Main ne riazi mein so mein aathanwe number hasil kiye hein.
Baap herat se:Baqi do number kon leh geya
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Patient to Doctor: Doctor sahab kia mein operation key baad cricket khelney qabil ho jaoon ga?
Doctor: Bilkul
Patient: Wah ji wah, mein pehley kabhi naheen khela
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek Aadmi Ko Din Mein Sote Hue Ek Machhar Ne Kaata.
Aadmi Hairan Hote Hue Machhar Se Bola: “Tum To Raat Ko Aate The?”
Macchar Ne Kaha: “Kya Karoon Saahab Ghar Mein Maan-Baap Bimaar Hai Ek Choti Bahan Hai Jiski Shadi Karni Hai Ladke Walon Nai Dahej Mein Ek Liter Khoon Maanga Hai Isliye Overtime Karna Pad Raha Hai“
by Pak101.com (few years ago!)
TECHNOLOGY IMPACT:
In Year 2050
Father Angrily 2 His LKG Kid,
"I Told U a Hundred Times, U Were Born,
Not DOWNLOADED.!
by Pak101.com (few years ago!)
Question: Why are hurricanes sometimes named after women? Answer: When they come they’re wild and wet, but when they go they take your house and car with them.
by inayat khan (few years ago!)
Agar Aap Laraii Jharga Kar Ke Maar Kha Ke Ghar Aate Ho To Apne Logo Ka Reaction
Ur dad-chal chod, ab us ladke k paas mat jaana.
.. ... ...Ur mom-are Mere bete ka kya haal kar dia.
Ur sister-bhaiya Dard ho raha hai Kya ??
Ur Lover-kutto ki Tarah ladaai karke pit ke Mere samne kyo Khade Ho ??
But Friend says
Gaadi Nikaal ghar se nikal ke marenge chal!
by Sajjad Qureshi (few years ago!)
School bus mein driver k peeche
baitha baccha khud se baatein kar raha tha.!
"Agar meri maa hathni aur baap hathi hota
to mai ek chota hathi hota...
hahaha.."
"Agar maa chirya aur baap chira hota to
mai 1 chira hota...
hahaha."
"Agar maa sherni aur baap sher hota to
mai chota sher hota...
Hahaha."
Driver ko ghussa aa gaya
aur bola:-
"agar teri maa kamini aur baap kanjar hota to tu kya hota??"
.
.
.
.
.
Baccha:- phir mai bus driver hota..! :D :P :O
by Pak101.com (few years ago!)