Titanic doob rh tha
TITANIC do0b rha tha,
1Gorey ne Sardar se pocha zameen kitni do0r hy?
Sardar:2k.m,
Gorey ne samndr m jump lga k pocha kis trf?
Sardar: “NEECHY” ki traf.
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 909 views
Similar Jokes
Pathan (Nurse se): Kia Doctor sahib ne abhi tak neend ki goli nahi bhaiji?
Nurse: Nahii
.
Pathan: Usay kaho jaldi karo, mujhe neend arahi hai, mai goliyon ke lie owr nahi jaag sakta
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Mahatma Gandhi Ne Apni Wife Ko Shaadi Se Pehle
Love Letter Likha:
Dear Kasturba I Love You,Tumhare Bapu
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Beta:papa aaj meri girlfrind ka birthday ha Use kya du
Papa:dekhna me kaisi hai
Beta:mast hai
Papa:mera number de da
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Gabar: ye haat mujhe dede thakur.
Thakur: tere pas do haat to hai hi, do aur leke kya shera vali mata banega...
by Pak101.com (few years ago!)
Aik marasi police station ki diwar k sath peshab kar raha tha.
Police ne pakar liya
jb use le jane lage to wo bola:mola khush rakhe, saboot tay chuk lo.
by Sabir shah (few years ago!)
;;YAD RAKHO TO DIL K QAREEB HA
;;YAD RAKHO TO DIL K QAREEB HAIN HAM ;;;SSSSS;;
BOL JAHO TO FASLAY HAZAR HAIN;
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Jay- Is Gabbar Ka Kya Karu,
Veeru- Ise Sui Chubo Chubo Kar Mar Do Aur Sui Is Ke Side Me Rakh Dena,
...Police Samjhegi Sui-Side Ka Case He.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa ek ghar ke niche su su kar raha tha ,uspar ek Aurat boli “dikhta nahi diwar hai>:O” ,
Santa bola : thoda side se dekho dikh jayega :D heheh
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Aik doctor apne dost se:
?yar mai soch raha hon k is gaon main
apna clinic khol lon.
Dost:?tumhara khyal to naik hy
magar yahan ka qabristan chota hai..
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Ap
ko
DIL KI GEHRAIYON
se
.
E
.
E
.
E
.
EI
.
EI
.
EI
.
EID
.
EID
.
EID
.
EIDHI
FOUNDATION
Ki
Help
KARNI
Chahiye.
Shukria!;)
Tm log to bs
Eid manalo har mahine.
by Mazhar Khan (few years ago!)