Wo khushnaseeb kon hoga??
Girl: Peer ji.. Mere 2 Affairs hain..
.
.
Un Dono mai se kis k sath Shadi hogi??
.
.
Wo khushnaseeb kon hoga??
.
.
.
Peer: Pehle se Shadi hogi... aur... doosra Khushnaseeb ho ga...
by Mazhar Khan (few years ago!) / 1346 views
Similar Jokes
Wife: I wish I was a newspaper so I would be in ur hands allday.
Husband: I too wish that u were a newspapers so I could have a new one everyday.
by tanveer hussain (few years ago!)
Pthan:Hmne Eid k liy kapre banane hein hmre pas paise ne ha
Sardar:Tm aisa kro Bank se loan le lo
Pthn:Yara hm loan le to le magr hume Cotton ziyada psand ha,
by Pak101.com (few years ago!)
1 Sardar Bathroom Mein Betha Tha… Saamny Likha Tha
Paani Ka Ziyada Se Ziyada Istmaal Karein.
Wo Bethy Bethy 3 Lottey Paani Pi Gaya.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek pathan apni bhabi ko khob mar raha tha!
Logon ne pucha k tum apni bhabi ko kyun mar rhe ho?
Pathan: Hamara bhabi achi aurat nahi hai.
Logon ne pucha tumhain kaise pata.
Pathan Bola:
O Yara mein jis dost se bi puchta hun k tum kis se phone pe baat ker rahe ho ,Woh yehe kehta hai
TERI BHABI SE !!
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
A phatan joined Army & was given a Gun.
Phatan: Sir, is ki naali apni taraf rakhun ya dushman ki taraf?
Major: kisi bhi taraf rakh le faida mulk ka hi ho ga.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
ak pathan estri beach rha tha to us sy ksi
sakhs ne pocha k istri kitne ki ha wo bola
1000 rupe ki us sakshs ne kha k 1500 le
lo to pathan ne kha nahi bahi ware nahe khata
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Aurat aur Newspepar me kya aik jesa hai????
?
?
?
1} dono hi bahut batuni hote hai.
2} dono jahan bhi jate hai bahut si news sath lekar jate hai.
3} Purani ho jaane ke sorat mein dono ki he nahi hoti.
by Abdul Sami (few years ago!)
BOY:"Mere sath chalo gi?"
GIRL:"Kahan?"
BOY:"Jahan tum khao wahan?"
GIRL:"OK.
9.0 chalte hain?"
BOY: Qasam se
Baji Yahan tu mazzaq krna bhi azzaab hai...
by Pak101.com (few years ago!)
GF-Me Tumre Leters K Stamp Tickts Ko KISS Krti Hu,Unhe Tumhre Lips Ne Chua Hoga
BF-Pr Me To Unhe Apne Kut.te Ki Naak Se Gila Kr K Chipkata Tha:
by Pak101.com (few years ago!)
Sir:Indian Main Kaun Kaun Se States Hain?
Student: Jammu,UP,MP,Asam
Sir: Aur Batao?
Funny Student: Bas maje Main Aap Batao???
by Pak101.com (few years ago!)