Apne aare doston ko bhol gaya tha...
Santa - "Me to Apne sare Dosto ko Bhul gaya tha
lekin 1 Film dekhi to sub Yaad aa gaye."
Banta - Aisa kya, Kon si Film thi?"
Santa - "KAMINEY"
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 1023 views
Similar Jokes
Teacher: Aaj Ka Paper Aasaan Tha Ya Mushkil
Ravi: Padne Me To Aasaan Tha, Par Karne Me Mushkil.
by Pak101.com (few years ago!)
apnay hi hotay hn jo pajama kheench k bhaag jaatey hain
faraz
warna gheron ko kya khabar k tum rebber walii shalwaar pehente ho
by Nilesh Kumar (few years ago!)
Dil ney dil say kuch kehna chor dia,
Ankhon nay ankhon say milna chor dia,
Lux Rs.25 ka kya hua,
Aap nay tu mo dhona hi chor dia..
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sardar Dukhi Tha Kisi Ne Pucha
Kyu Tension Me Ho?
Sardar: Yaar,Ek Dost Ko Plastic Surgery Ke Liye 2 Lakh Diye
Ab Saale Ko Pehchaan Nahi Pa Raha Hu
by Pak101.com (few years ago!)
Mil gaya,
Mil gaya mughe KOI mil gaya…..
oye oye mil gia
mil gia , oye mil gia
sach me mil gaya Yaar…………..
April main mara SMS padhne wala ik or FOOL mil gaya,
c
by Mazhar Khan (few years ago!)
Wo tu aj bi mujhe dekh kar muskarti hai.
Par un k bache bare kamine hain ju humein mamun keh k bulate hain
by Sabir shah (few years ago!)
aik police walay ka beta exam
aik police walay ka beta exam main fial ho gaya to us nay us ko bula kay dantant shuru kar diya
uska beta bola: yeh lo 50 ropay aur mamala yaheen rafa dafah karo
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Kal Ka Kaam Aaj Mat Karo, Usko Kal Tak Rakho.
Kya Pata Us Kaam Ko Karne Ki Jaroorat Hi Na Pade”
By William Kaamchor
by Pak101.com (few years ago!)
Preeto: me bahar ja rahi hun aapke liyer coocker me khichari set kar di hai, 2 2 siti laga kar kha lena.
Santa: Muhn se 2 siti laga kar coocker kholta hai aur bolta hai lagata aaj usne mujhe oollu bana diya
by Pak101.com (few years ago!)
Wife:kiun g jab bi me ap k pas ati hun ap chashma pehan lete hain..;->
husband:docter ne kaha hai jab sar dard aae to chashma pehan lena.
by Sabir shah (few years ago!)