Santa bus main ja rha tha
Santa Bus me ja raha tha ek laraki se takragaya
Larki boli: Thappar khana hai
Santa: MEra to pet bhara hua hai, Aap kisi aur se
puchh le
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 926 views
Similar Jokes
teacher ne bachhe ki copy par note likha kripya bachhe ko nahalakar bheja kare.
bachhe ki mom ne note padne ke bad likha kar bheja bachhe ko padaya kare sungha na kare
by Pak101.com (few years ago!)
Bus-Stop Par Akeli Khadi Chinki Ko Dekh, Ladka Uske Paas Gaya Aur Bola.
Ladka: “Mujhse Shaadi Karogi?”
Chinki: “Kya?”
Ladka: “Acchi Film Hai Na?”
Chinki: “Kutte Ke Bacche”
Ladka: “What…?”
Chinki: “Kitne Cute Hote Hai Na?“
by Pak101.com (few years ago!)
Ek chor Sardar ka mobile le kar bagh gyia.
Dost: wo tumara mobile le kar bagh gyia or tm hanas rahe ho,
Sardar: bagne do charger tu mere pass hai.
by Mohammad Ali (few years ago!)
Pathan: Khudkushi per taqreer kar raha tha.
Jazbati ho kar kehne laga,
Khudkushi Haram hai,
Zulm hai,
Gunah hai,
Is se behter hai ke insan apne aap ko Goli maar de...
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Pathan 2 Sardar.
Tujhe apna Computer bara krna hai?
Sardar: Haan yaar..
Pathan: To Computer me se windows
nikal k darwaza lagwa le:)
by hearthackervsgirls (few years ago!)
ek jin sharab penay insan ki shakal ma gaya 12 glass py gya.
sardr:tenu chaddi nahi ?
Jin:maa jin hoon
sardar:lay chadd gayi Kanjar nuu :)P
by umair Khan (few years ago!)
Knjus-Ek Or Ice-cream Khaoge
Beta:Pr apne 1 icecream b nai dilai ab tk
Bap:Bhool Gye jab hum pichle sal yaha aye tha to 1 icecream nai khai thi
by Pak101.com (few years ago!)
1 din sardar ji ko bht I love you k sms aa rhe they.
Dost ne pucha, ” sardar ji! kher he ajj bht I love you k sms aa rhe hen?”
Sardar ne jawab diya, ” O nayi yaar! aj ghalti naal teri bhabhi da fone le aya waan.”
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: Oye Tumko KUTTEY par Mazmoon
Likh kar Laney ka kaha tha?
Pathan: Hum kya karey, jab Hum ne KUTTEY par Pen rakha tö wo Hamara tang par
Kaat krar bhag gaya.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Teacher ne 1 cote bache se pucha tumhare papa ka nam kya hai ?
Child - abhi nam nhi rakha hai . Pyar se papa papa kehta hu...
by Pak101.com (few years ago!)