AV lagvaya

GOLU Ne A.C Lgwaya
MOLU-Apko To Sardi Bahut Lagti He?
GOLU-Oye Mene Ulta Lgwaya He
Garam Hwa Andar Or Thndi Hawa Bahar Jati Hai

by Tanveer Hussain (few years ago!) / 986 views
(Not Rated Yet)
 

Similar Jokes

Student

Father: Beta raat ko kis waqt soye tay?
Son: Mai raat ko 2 baje tak parh raha tha
Father: Lekin 11 bajy tu bejli chali gayi thi
Son: Mai parhny mai etna magan tha ke bejli jany ka pata hi nai chala

by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Santa: Yaar tujhe bus mein thapad

Santa: Yaar tujhe bus mein thapad kyun pada? Banta: Pata nahin yaar, meri photo neeche gir gayee thi, maine kaha behen ji zara saadi upar karna photo leni hai.

by Pak101.com (few years ago!)
hathi or choohey ki dosti

Ek hathi or choohey ki dosti ho gyee. Ek din hathi subah subah naha raha tha key chooha aaya or usey bulaney laga

Hathi ney bohat poocha key kia baat hey pani mein hi bata do, laikin chooha ar gaya key pehley bahar aao to bataoon ga

Kheir hathi pani sey bahar aaya. Ab choohey ney kaha wapis pani mein chaley jao.

Hathi ko bara ghussa aaya key pehley mujhey bahar nikala or ab pani mein wapis janey ko keh raha hey. Ghussa pi ker us ney poocha, “baat kia thee?”

Chooha bola: “Baat kia honi thee, subah sey apni jooti dhoond raha hoon, dekh raha tha tum ney to nahi pehen rakhi”

by farrukh ahmed (few years ago!)
A child said to a pregna

A child said to a pregnant lady
ye pait me kia hy ?

Lady: is me mera pyara sa or cute sa baby hy

Child: itna pyara tha to khaya Q moti...

by Pak101.com (few years ago!)
Aap Ye PEN Le Jaiye Khub Chalega

Dukaandar : Aap Ye PEN Le Jaiye Khub Chalega

SANTA : Mujhe Chalnewala NahiLikhnewala PEN Chahiye

by hearthackervsgirls (few years ago!)
Pathan

Pathan was weeping,

Admi:Q rotay
ho

Pathan:meri murghi mar gya hay

Admi:mra baap mr gya
mgr me to nai roya

Pathan:O tera peyo keraa anday dendi si

by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Meri oulaad nahi hoti

Pathan : meri oulaad nahi hoti.
Dost: aap mazar par dua karo.
Next Year
Dost: kiya hua?
Pathan: Kuch nahi,

Dost: koun se mazar par dua ki thi?
Pathan: Quaid-e-Azam k mazar pe.:

by Pak101.com (few years ago!)
Sirji, jab aap

santa ka beta: Sirji, jab aap paath padaate ho, to mujhe mere pitaa ki yaad aati hai.

Sirji: achchi baath hai. kisliye unki yaad aati hai?

santa ka beta: unko bhi aap hi ke jaise padaana nahi aata hai.

by Pak101.com (few years ago!)
Hotel ka manager

Hotel K Manger Ne Bari Heriat Se Police Inspecter
Se Pocha
Ap Ko Kese Pata Chala K Hum Ne Bartan Dhone
Wale Badal Dia Ha ?
Police Fingure Print...=

by Tanveer Hussain (few years ago!)
Jab Duniya Ka First Phone Bana,

Jab Duniya Ka First Phone Bana,
Aur Phone Ko Start Kiya Gaya To Scientist Ke To
Hosh Ud Gaye.
Phone Screen Pe Likha Tha: “2 Missed Calls From
Rajnikant“

by Tanveer Hussain (few years ago!)
  • Page 1 of 1
  • 1

Most Viewed Jokes

Munna bhai k ghr ladki paida..

Sardar rishta mangne gaya

Mubarak Ho Khan Sab

Pichli Seat Pe Baith Gaya Tha

Galileo used 2 study

Bat ki paki hain

Sardar

Khamoshi Ka Matlab

chinese lady pakistani lady ..

Kahan ja rhe ho

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook