Meaning Of SMS
Sardarji, Tell Me
What Is The Meaning Of SMS?
Sardar Angrily Said:
I Know
It Means..
S – Sardaron Ke
M – Mazak Udane Ki
S – Service
by Mohammad Ali (few years ago!) / 1297 views
Similar Jokes
How did Santa tried to kill a bird??
He took it to the top of a building and dropped it from there to die.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Sahab ki Lottery Mai PARIS ka Tour Nikla
Usne apni BV ko phone kya:
“Janu mere Sath Paris chalo gi?”
BV Khushi se boli:
“Yes, Bilkul, Paris Jana to mera khuwab tha,
Zarur chalu gi.
Par
Aap kon sahib bol rhe hain?”
by Pak101.com (few years ago!)
mom-sweety time kya hua?
sweety-mom clock kharab hai, torch do mobile mai dekh ke batati huin
by Pak101.com (few years ago!)
Ek aadmi pepsi saamne rakh ke udas betha tha.
Dost aaya pepsi Pee kar bola: kyun udaas hai?
Aadmi: Aaj to din hi kharab hai,
Subah Biwi se jhagda ho gaya,
Raste mein car kharab,
Office late, Boss ne nokri se nikal dia,
Ab suicide ke liye Pepsi mein zahar milaya tha.
Wo bhi tu pi gya.
by Pak101.com (few years ago!)
1 banda bhagta howa aata hay aur Santa se kehta hai bhai jaldi jao tumharey ghar main talaab ka pani ghus gaya hay.
Santa: Oye kion jhoot bolta hay, ghar ki chabi to meray paas hay.
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher:
Batao Daryaaft or Ejaad mein kya farq hy?
Student:
Mere baap ne meri maa ko Daryaft kya aur phr dono ne mil kr mujhy Ejad kya
by Abdul Hannan (few years ago!)
Sardar k ghar chor aagya srdar ne dekha to Chor bhaga,
Sardar bhagta bhagta chor sy b agay nikal gya
.
.
.
.
Sardar:Aik tay chori utto saday nal raisaan.
by Pak101.com (few years ago!)
Police Ky Chhittar Khane Se
Koi Mar To Nai Jata.
.
.
.
.
Bus Pedal Chalne K Andaz
Badal Jate Hain…!:-)
by Pak101.com (few years ago!)
Akalmand Pappu xD
Pappu: "I Love You,,
Girl: "Meri Chappal Ki Size Pata Hai Kya.??
.
.
Pappu:" OH Ho Propose KIYA NHI Ke GIFT MAGNA SHURU,,
.
.
.
Aur gift bhi kya maang rhi hai chappal :p
Bhikharin Kahin Ki Chal Bhag yaha se..:p :D
I hate u :P
by Pak101.com (few years ago!)
Why do Indian women want same husband in next life too??
.
.
Bcoz
.
.
Efforts taken by her to change him in this life will not b wasted!! ;-)
by Pak101.com (few years ago!)