Ladke Ki Pepsi Me Zahar
Ek aadmi pepsi saamne rakh ke udas betha tha.
Dost aaya pepsi Pee kar bola: kyun udaas hai?
Aadmi: Aaj to din hi kharab hai,
Subah Biwi se jhagda ho gaya,
Raste mein car kharab,
Office late, Boss ne nokri se nikal dia,
Ab suicide ke liye Pepsi mein zahar milaya tha.
Wo bhi tu pi gya.
by Pak101.com (few years ago!) / 871 views
Similar Jokes
1 Admi ne Hotal k Room mai Computer dekha to socha kBV ko Mail kr doon.
Jaaldi mai mail Ghalat Address pr Send hogaee.
Jis Orat ko Mail maili us k Shohar ka 2 din pehly inteqal hua tha.
Mail Parhty hi Orat Behosh hogaee,Likha tha Begum Me Kheriyat se Pohunch Gya hoon Idhar Net b Mojud he,Jaga Choti Pr Shandaar Hai,Thandi Thandi Hawa Jannat Ka Maza Deti Hai.Dhool Matti Nhi Hai,Mene Jo White Kaprre Pehne Thy Wo Ab Tk White Hian,Kal Hi Tumhy B Blwa Lun Ga…..
*~~InShaLLaH~~*
by Mazhar Khan (few years ago!)
Doctor apne dost se: yar soch raha hon k is gaon main apna clinic khol lon.
Dost: Yar tumhara khyal to naik hai magar yahan ka qabristan chota hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Zindagi mai kuch sapny saja lena,
Dil mai kuch arman jaga lena,
Hum aap ki raahon se her dard chura lenge,
Jab chaho hum se Disprin
mangwa lena….
by Mazhar Khan (few years ago!)
They say that marriage makes a man dizzy, and
it`s true. As soon as I got a wife, I lost my balance
at the bank
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Baap bête khana kha rahay the to betay nay kaha: Abbu….
Baap nay kaha: chup karo khana khatay waqt baat nahi kartay.
Jab dono baap beta nay khana kha lia to baap nay kaha: Beta kia keh rahay the?
Betay nay jawab dia: Abbu Salan mein makhi thi woh kha gaye hain.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pathan ne Oxford universty mein top kia.
Pathan ne Oxford universty mein top kia.
Media:
” agay kya karna chahtay ho?
Pathan:
“Bachpan se 1 hi Khuwab ha k ham apna Lunday ki dukaan kholay ga”
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Divyansh ek din samose ke sirf aloo kha rha tha aur bahar ka fek raha tha.kisi ne usse puccha ki voh sirf samose ke aloo kyo kha raha hai
Diyansh bola doctor ne mujhe bahar ki cije khane se mana kiya hai
by Pak101.com (few years ago!)
Santa- yar tere our bhabhi ki jodi to Ram-Sita ki jodi hai.
Banta- kahan yar, na to yeh dharti me samati hai our, na he ise koi utha k le jata he..
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: tumne us aadmi ko aisa kyu maara?
Banta: usne mujhe poocha ke "Khaana khaaye kya"?
Santa: arey, bhala hi poocha hai na. phir kyu maara?
Banta: main toilet mein baita tha
by Pak101.com (few years ago!)
Santa - My wife died yesterday..
I’m trying to cry but tears are not come out,
what to do?
Banta – No Problem.
Just Imagine she Came Back.
by hearthackervsgirls (few years ago!)