Shadi ker lena
Sardar: Agar Operation Se Mujhe Kuch Ho Jaye To
Ussi Doctor Se Shadi Kar Lena
Biwi: Aisay Kyun Keh Rahay Ho?
Sardar: To Kaya Doctor Ko Muaf Kar Doon?
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 617 views
Similar Jokes
Santa Ki Kamar Mein Bahut Dard Ho Raha Thha, Biwi Se Bola.
Santa: “Ja Sath Wale Sharma Ji Se Iodex Maang Ke La”
Patni: “Ji, Par Wo Log Denge Nahi”
Santa: “Haan Hai To Bade Kanjoos Or Kamine Log, Chal Apni Hi Almaari Se Nikaal Le“
by Pak101.com (few years ago!)
Aapne Kabhi Socha Hai Ki Sarkar Ne Vote Dene Ki Age 18 Aur Shaadi Ki Age 21 Kyun Rakhi Hai ?
Kyunki Sab Jaante Hain Desh Sambhalna Aasan Hai Biwi Ko Nahi..
by Pak101.com (few years ago!)
Baap: Munay, aaj aasman se ek pari aye gi or tumhen aik choooti munni gift kar jaey gi.
Beta: O ja Abba, chawlan na maar, ammi nu jaldi hospital le k ja..
by Pak101.com (few years ago!)
Father: Beta paper mai 80 % marks lainy hain
Son: Don't worry dad, 100 % lunga
Father: Stupid ! mairy sath mazaq karta hai
Son: Dad pehly mazaq kis ne Shuro kia tha
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Agr sir pr baal na nikal rahy hon to sir pe Engro urea lagayen
jb urea zameen se kaddu nikal skta hai to kadu jesy sir se baal q nhi;-)
Zubeda apa k zarai totky
by Mazhar Khan (few years ago!)
Monday ko dosti,
Tuesday ko pyar,
Wednesday ko shaadi,
Thursday ko barbadi,
Friday ko fighting,
Saturday ko talaq,
Sunday ko rest,
Monday ko phir se talash.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Dukan ka malik santa se-grahak ko kbhi khali nhi
jane dena! Agr dukaan me vo cheez nhi h to dusri
offr kro. Grahak-toilet paper dena.Santa-wo nhi h
REGMAL lelo
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek Pathan Ne Apni Qaza Namaaz Ada Karne Ka Socha:
Namaz Se Pehle Oonchi Aawaz Main Niyat Ki...
2 Rakat Namaz Fajar Qaza, 4 November 1996. Allah-o-Akbar
by Abdul Hannan (few years ago!)
Damadji pehli baar sasural gaye.¿Gaon walo se puchha . .
Yahan koi enjoy karne ki cheez hai ? Gaon wale bole nahi babu . . ¿Ek thi wo bhi aap le gaye...
by Pak101.com (few years ago!)
Lady Teacher:
Make 1 Sentnce In Vich
All Tenses Past, Presnt & Futre R Includ
Santa:
Sau Saal Phle Mjhe Tumse Pyar Tha
Aaj Bhi Hi Aur Kal Bi Rhega
by Pak101.com (few years ago!)