Fair To Mar Giya K Bach Giya?
One Sardar Jee To Other…
Aik Dafaa Main Chota Honda Saan
Tye Na Aik Darkht(Tree) Ton Dig Piya Saan.
Other One: Fair To Mar Giya K Bach Giya?
First One:
Pata Nai Main Tye Chota Jiya Honda Saan
by Pak101.com (few years ago!) / 1048 views
Similar Jokes
Ek Pathan Naya Naya Tableegh Me Gaya.
Jab Wapis Aaya To Apni B.V ko Marne Laga.
kisi Ne Waja pochi To Pathan Kehne Laga
oye Daarhi Nahi Rakhti
Admi ne kaha
Pagal ye To Aurat he. Is ki Daarhi Nhi Aati.
Pathan Wo To Mujhe B Pata he. Lekin Ye Daarhi Rakhne ka irada to kar le,
Irade par b 1 Neki hai.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Ek purani adakara ek qasbey mein gyee to log us key gird jama ho gyey. Woh khushi key aalam mein boli, “Aaj 35 saal ki umer mein bhee utni hi maqbool hoon jitni 15 saal ki umer mein thee”
Abhee woh khamosh hui hi thee key ek nojawan bol para, “Kia waqai aap ki umer 35 saal hey?”
“Beshak!” adakara ney jawab diya
“Aap ko apni woh film to yaad hi ho gi jis mein aap ney ek bewa ka role kiya tha, or woh bacha bhee yaad ho ga jis ko us film mein loriyaan suna suna ker sulaya kerti theen”, nojawan ney poocha.
“Haan haan, bilkul yaad hey, aisey lagta hey jaisey kal ki baat ho” adakara boli.
“Mein wohi bacha hoon, or meri umer 35 saal hey”, nojawan ney sanjeedgi sey jawab diya.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Us ne milne ki b ajeeb sharat rakhi hai
faraz
cycle pe aana aur wo bi bagair seat k
by Sabir shah (few years ago!)
Ak bandey ko football match ma mahman khasuse bulaya.us ne pehly kabe match nye deka na he kehla match k badh us ne Inam bantey aur kehney laga pakistan ko baney 62 saal hu gay h abe tk itney gurbat h sarey kalare ak football se khal rahey h
by Haris Abbas Qureshi (few years ago!)
Blonde: "What does IDK stand for?"
Brunette: "I don’t know."
Blonde: "OMG, nobody does!"
by Mazhar Khan (few years ago!)
Mareez Ney Achank Aankhen Kholty Huy Kaha:
Doctor Sahib
Kia Mera Operatn Kamyab Raha?
Sabr Say Kam Lo Beta…
Main Doctor Ni..FARISHTA Hon…
by Pak101.com (few years ago!)
1 Pathan 3 saal sy ALLAH se Ro Ro k OLAD
k liy Dua mangta raha
1 din pathan k pas frshta aya aur bola
“khan Tuh Khuda ka wasta hy pehly SHADI to kr ly…..!!”
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ek Saien Girlfriend k sath Car me Karachi sy Hyderabad ja raha tha Usne larki k hath pr hath rakha tu
Lrki Pyar se boli
Tum is se agay b ja skte ho
Saien usy Nawabsha le gaya :-P :-
Saien to saien, Saien ki harkaten bhi saien...
by Abdul Wahab (few years ago!)
Mr Funny ko apna apna gadha bechna tha. Usne apne sare friends ko sms kiya:
Agr Tumhe Kabi Kisi Gadhey ki Zarurat ho to Mujhe Yaad Kar Lena!
by Pak101.com (few years ago!)
'TEACHER:
Ek Aisa Sentence Batao Jis Mein URDU, HINDI, PUNJABI AUR ENGLISH Ka Sahi Use Hua Ho ...
.
...
.
.
.
.
.
.
.
SARDAR:
ISHQ DI GALI VICH NO ENTRY.
by Hader Maher (few years ago!)