Cricket Ground
Santa was sitting in a cricket ground.. Security
Guard: Cricket match is over now,why r u still
sitting? Santa: Oye yaar, I m waiting for
highlights
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 746 views
Similar Jokes
Police: Kuch der me aapko phansi di jayegi ap ki aakhri khwaish kya hai?
Funny Yoga Guru: Plz muje Yoga position me fansi lagan. Sar Niche aur feet upar karke phansi dena.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa-Beta agar tum fail ho jao to mujhe papa mt kehna
(Some days later)
Papa-Bete result ka kya hua?
Santa-Dimag kharab mat kr "MangiLal"
by Pak101.com (few years ago!)
Two Ladies Were Fighting for the Window Seat in Bus,
Both were claiming that She Came First, One Old Man was Watching this All. At last he said: Why Are You Fighting?
Is ka Hal Main Tum ko Batata Hon, Tum mein se Jo bhi Umar Main Barri hai Wo Baith Jaye.
Dono Ek Dosri Se Boli Theek hai Tum Baith Jao. :-)
by Pak101.com (few years ago!)
Aik Haseen-o-Jameel Adaakara Ke Ghar Aag Lag Gaee
Aag Par Qabu Panay Main 10 Minut Lagay
Aur Aag Bujhany Walon Per Qabu Panay Main 40 Minute Lagay
by Pak101.com (few years ago!)
1 sardar ne nayi chaddi le
Gawon mai sab ko dhoti ota kar kaha mairi nayi chaddi dekh len
.
Ghar aya to dekha chaddi almari mai pari ti.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Chintoo : Aaj maine apni class mein sabse pyaari larki ko phansa li..
Friend : Woh kaisey?
Chintoo : “Class lagi thi.. Maine kaghaz ka jahaz bana ke Phainka. Jahaza teacher ke pass chala gaya. Uss ne ghusey se poocha yeh kiss ne phainka? Maine us larki ka naam le liya aur who phans gaye bichari.”
by khalid hussain (few years ago!)
In bio practical:
Examiner:Tell me the name of this bird by seeing it’s legs only?
Sardar: I don’t know.
Examiner:You failed, what’s your name?
Sardar:See my legs & tell my name!!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Log ap ko bura kahe D0NT MIND
Pagal kahe gussa na hona
Jahil kahe to b cool rahna
Lekin agar khobsurat kahe to
rakh k chamat marna Q k mazaq ki b 1 had hoti ha
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Father: shaadi bachon ka khel nahi
Son: haan pata hai mujhe,
Father: kiya pata hai?
Son: yahi k shadi badon ka khel hai jo bachon k liye khela jata hai
by Pak101.com (few years ago!)
Message of the weak !
Lambi Urraan K Bad Ghonsle Mein Chirriya Louti To Bachon Ne Poocha:
Maa Aasman Kitna Baraa Hai...?
Chirriya Ne Bachon Ko Apne Paron Mein Samet'te Huwe Kaha:
.
.
So Jao haramkhoro, ak to jab ati hun ultay sidhay sawalat se sar me dard kar dete ho.
so jao
by Mazhar Khan (few years ago!)