Shocked answer
BRITISH: WHY U ALL MUSLIMS R IN DIFFRENT
COLOURS? LOOK V R ALL WHITE
DR ALLAMA IQBAL SAID: HORSES R IN DIFFERENT
COLOUR BUT ALL DONKEY R SAME.
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 853 views
Similar Jokes
Mareez Nurse Se: Paani Pilao.
Nurse: Kya Pyaas Lagi Hai..?
Mareez Ghussay Se:
Nahi, Gala Check Karna Hai
Leak To Nahi...
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan Ka Promotion Inspector
Se DSP Ho Gaya, Ghar A Kar Wife Ko Aise Andaz
Se Bataya, K Wife Behosh
?
?
.
.
?
Bola:
Aaj Se Tu DSP K 7 Soegi.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Doctor: You're in good health. You'll live to be
eighty.
Patient: But, doctor, I am 80 right now.
Doctor: See, what did I tell you.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
An old man married a young Girl, Someone asks the GiRL: Aap ne in mein Shadi ke liye kiya daikha?
Girl: Aik to inki INCOME or dosray in ke Din kam.
by tanveer hussain (few years ago!)
Santa ko uska sasur jute maar raha tha
Aadmi : Kyu maar rahe ho?
Sasur : Meinie ise Hospital se SMS kiya.
Tum baap ban gaye ho. Isne apne sare friends ko forward kar diya!
by Pak101.com (few years ago!)
1baar Snta paise jama krne Bank gya
Officr-Ye note fata h dusra do
Snta-Me apne A/c me jama kr rha hu,fata karu ya Nya Tuje kya matlab h bey?...
by Pak101.com (few years ago!)
Madam Ne Ek Baar Class Ke Bachho Ko My Teacher Par 10 Line Likhne Ko Kaha
Thodi Der Baad Santa Ne Uth Kar Poocha
Santa: “Madam, Mast Item Ko English Mein Kya Kahate Hai?‘
by Pak101.com (few years ago!)
Techer Sardar Say: "Koi Aisa Jumla Banao Jis Mein "Magar" 2 Dafa Istemaal Hua Ho
Sardar: "Wo Merey Aagey Chal Rahi Thi Aur Mein Us Ke Magar Magar".
by Jawad Ali Mirza (few years ago!)
2 Larkiyan best friends thi.
Itefaq se dono ki mout ho gai
Marny k bad dono ki rooh mili
Or ek dusry se marney ki Waja puchi
Pehli Boli: Main apne Shohar pr boht
ziada shak krti thi k kahin Wo dusri
Larkiyun se to nhi milta
Yehi soch kr 1 din mane office se jldi
ghar akr dekha k Shohar akela betha
hai
ye dekh kr ma khushi se mar gai
Dusri Boli: kash us waqt tum ne
“freezar”
khol k dekh liya hota to na tum
khushi se marti or na main sardi say…
by Aurangzeb Khan Tunio (few years ago!)
Bv :sath wale ghar me larai hori hai mian bv ki ap bi aik bar jao na
husbnd:me 1,2 bar gaya tha
ye usi ka nateja hai..
by Sabir shah (few years ago!)