Tota bola PATHAN
Aik pathan apnay shoulder pe Tota betha k ja rha tha.
Paas aik banday ne pucha ye kon sa janwar ha?
Tota bola PATHAN.
by Abdul Hannan (few years ago!) / 1513 views
Similar Jokes
Girl:janu is week daily movie dekhen ge. Next week daily shoping karen ge
boy:us se next week darbar pe jaen ge.
Girl:wo kiun
boy:bheek mangne.
by Sabir shah (few years ago!)
?1 Pathan Bhri Bus Mein 1 Larki Se Touch ho raha tha.
Larki:
“Excuse Me! Aap Acha Nahi Kar Rahey.”
Pathan:
“Itney Rush Mein Is Se Acha Nahi Ho Sakta
by Pak101.com (few years ago!)
Wife:kal rat tum mujhey neend
mein galian kion de rahey thai?
Husband: tumhey ghalat fehmi hoi hai..
Wife: kesi ghalat fehmi?
Husband: Yehi k mein neeend mein tha..
by nadeem (few years ago!)
Aunty: Beta Mummy ghar pe hain kya??
Bacha Sprite Peete Hue: Apki SETTING to papa se hai na, Papa Ghar Pe Hi hain.
Sidhi Baat No Bakwas!!
Oops tofaNi baCha thA …..
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Santa: Ghar ka saara keemti samaan chhupa ke rakh do,mere dost aa rahe hai
Banta: Kyon!Aapke dost chura lengey Santa: Nahin,pehchan lengey
Se
by Pak101.com (few years ago!)
Ek chor makaan mein ghussa. Tijori par likha hua tha "daaien button dabao." Jub uss ney woh button dabaya to siren baja aur woh pakra gaya. Adalat mein judge nei us sey poocha, tum apni safaai mein kuch kahna chahtey ho? Chor ney kaha, mein iss sey ziyada nahin kahna chahta key yeh dunya barri dhokey baaz hai.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
“Kya tum kisi badi ladai ke baare me jaante ho?
Ramesh- “Ji haan, lekin baat yah hai ki mummy ne ghar ki baate baahar batane se mana kiya hai”
by Pak101.com (few years ago!)
Thappar Maarnay par NaraZ Wife se Husband bola:Aadmi usi ko maarta hai jis se Pyaar krta hai.
Wife ne Husband ko 2 thappar maaray aur Boli Aap kya samajhtay hain main Aapse Pyaar nahi kerti
by tanveer hussain (few years ago!)
Pathan College Mein 1 Black or 1 White Shoes Pehan Aya
Techer: Ghar Wapas Jao or Change Kar K Aao
Pathan: Koi Faida Nai Sir Ghar Pe B 1 Kala oR 1 Safaid Hi Para Hy…
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Gabbar: Kitne admi they?
Sambha: Sardar 2
Gabbar: Mujhe ginti nahin aati, 2 kitne hote hain?
Samba: Sardar 2, 1 ke baad aata hai
Gabbar: Aur 2 se pehle?
Samba: 2 se pehle 1 aata hai.
Gabbar: To beech mein kaun ata hai?
Samba: Beech mein koi nahi aata
Gabbar:: To phir dono ek saath kyun nahin aate?
Samba: 1 k baad hi 2 aa sakta hai, kyun ki 2, 1 se
bada hai.
Gabar: 2, 1 se kitna bada hai?
Samba: 2, 1 se 1 bada hai.
Gabbar: Agar 2, 1 se 1 bada hai to 1, 1 se kitna
bada hai?
Samnba: Sardar maine aapka namak khaya hai,
mujhe goli maar do
by Tanveer Hussain (few years ago!)