Har Sawal
Har Sawal Se Dat Kar Ladna,
Fekne Me Kami Mat Karna,
Mouka Mila To Peche Bhi Dekhna,
Aur Ek Baath Yaad Rakhna,
Aage Wala Ka Paper Apna Samajhna
by Abdul Sami (few years ago!) / 725 views
Similar Jokes
Boy 2 girl - kya tum mere sath dance karogi.
Girl reply - me bacche ke sath dance nahi karti.
Boy - Sorry mujhe pata nahi tha ki tum pregnent ho.
by Pak101.com (few years ago!)
Jealous Husband;
"Aaj tk tum kitney logo k saath soyi ho?"
Wife; Such bolon tu sirf aap k sath hi soyi hon baki sabhi k sath sari sari raat jagti thi.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Kbi tm gaaur se dekho aaina,
to kuch hi hans k kaho ge made in chaina
by Sabir shah (few years ago!)
Padosi:Yar tere ghar se Hmesha Hasne ki Awaz aati h Khushi ka Raaz kya h...m? Husband:Meri BV muje jute marti h Lag jaye to wo hsti h,na lge to me hsta hu..
by Pak101.com (few years ago!)
Psychology ka practical ho raha tha.
Professor ne 1 Chuhe k liye 1 tarf CAKE aur dusri trf CHUHIYA rakh di.
Chuha fouran Cake ki trf lapka.
Dusri bar Cake ko badal kr ROTI raki.
Chuha Roti ki trf lapka.
Is tarah kai bar food-item badle magar Chuha hr bar food ki trf bhaga.
Profesr: Bas, sabit ho gya ki BHUKH hi sbse bdi taqat h.
Itne me last row ki bench se awaz aai
Sir, 1 bar Chuhiya badal k bhi dekh lo,ho skta h wo uski “BEHAN” ho
by Pak101.com (few years ago!)
Arz Hai… Teri Galiyon Mein Na Rakhenge Kadam
Aaj Ke Baad,
Kyuki
Hamari Apni Gali Mein Hi Setting Ho Gayi Hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Teacher:google girl hai ya boy?
Student: google girl hai. Agr aik sawal pocho us k 100 jawab milte hain.
by Sabir shah (few years ago!)
Teacher:- Which Was 1st Silent Film In Hindi?
Santa:- If d Film Was Silent,
How Could u Know It Was in Hindi ?
Teacher shocks Santa rocks !!
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Chote Bache ne Apne Abbu Se Pucha: Kya Ham Jahaz Mai Beth Kar Allah K Paas Pohonch Sakte Hein?
Abbu: Beta Allah K Paas to Ham Gaadi Mai Beth Kar Bhi Pohonch Sakte Hain.
Ba'Shartia K Gaadi Tumhari Ammi Drive Kar Rahi Ho. :-)
by Pak101.com (few years ago!)
Shyam: Surjit bhai apne ghar ke bahar kyun khade
ho aur yeh chot kaise lagi?
Surjit: hua yun ki…
Shyam: Kitni bar kaha hai ki logo se jhagda mat
kiya ker, kambhakat ne maar kar tera bura haal
kar diya hai, bura ho uska, kide pade use
Surjit: bas bas mein apni patni ke bare mein aur
galat batein nahi sun sakta.
by Tanveer Hussain (few years ago!)