1 Aurat AADHI
1 Aurat Aadhi Raat Ko Qabar Pr Baithi Thi
Musafir Ne Pocha: Darr Nhi Lgta?
Aurat: Lo Is Me Da
r Ki Kya Baat Hy
Andar Garmi Thi Is Liye Bahir Bethi Hon =P =D
by Abdul Sami (few years ago!) / 947 views
Similar Jokes
Munna: Bolay to apun ko tera operation dobara karna paray ga.
Patient: Kyun???
Munna: Kyun k apun kay rubber k gloves teray andar hi reh gaye hain.
Patient: Agar yeh baat hai to mujhay jaanay do. Mien tumharay gloves ki payment kar doon ga.
by Pak101.com (few years ago!)
BOY- CHALTE CHALTE YUNHI RUK JATA HOON MAIN
BAITHE BAITHE KAHI KHO JATA HOON MAIN KYA YEHI PYAR HAI
GIRL- NHI YE KAMZORI HAI SUBAH SHAAM GLUCOSE PIYA KARO.../
by Pak101.com (few years ago!)
Master- 2 me se 2 gye to kitne rhe?
Sardar-samjh me nhi aya masterji.
Mster-Beta tumare pas 2 Roti h,tumne 2 roti khali,tumare pas kya bacha?
Sardar-sabji..!
by Mazhar Khan (few years ago!)
1 Pathan ne pehli bar aaina daikh kar bol: Esko tu kahin daikha hai
Boht dair sochny ke baad bola:Oye yai tu wahi bagerat hai Jo shadi ka album
mai hamara bewi ke sath betha hai
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Tumhari *Namaz… *Roza… Aur… *Qurbani… Sirf aur sirf…! *ALLAH* Ke liye hein… Magar Yaad rakho…! Khaal sirf aur sirf *=MQM=* ke liye hai…
by Hassan Ali (few years ago!)
35 Sal Ki Lady Balcony Se Niche
Kachre Ke Dibbe Me Giri.
.
.
.
.
….
.
Ya Dekh Kay Santa Nay Kaha
Husband Zyada He Shokeen Lagta Hai
Werna Abhi 5 10 Saal Aur Chal Sakti Thi
by Pak101.com (few years ago!)
Arz kia hai
are sardi itna na itra
agr,
agr himat hai tu june me aa
by Sabir shah (few years ago!)
Choro ishaq me kia rakha hai,
kbi ami naraz to kbi aba naraz
bujha to apne seene se ishaq ki pyas
kiun k tarboz ka sharbat hai 5 rupee/glass
by Sabir shah (few years ago!)
Ek Baar Saare Fruits Apne-Apne Baare Mein Ek-
Doosre Se Batate Hai.
Angoor: “Log Itne Gande Hote Hai Ke Mujhe Chaba
Lete Hai”
Seb: “Log Itne Gande Hote Hai Ke Mujhe Cheel Kar
Khate Hai”
Kela: “Log Itne Besharam Hote Hai Mujhe Nanga
Kar Ke Khate Hai“
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Docter:me tumhen aisi dawai dun ga k tm pher se jawan ho jao ge
sardar:aisa zulam na karna docter sahab mujhe pensin milne wali hai.
by Sabir shah (few years ago!)