Doctor: Meray pass aap k liay
Doctor: Meray pass aap k liay aik bad news and aik bohat bad news hai.
Patient: Well, pahilay bad news batain.
Doctor: lab k test results k baad aap 24 hours aur zinda rahain gay.
Patient: 24 HOURS!!! Aur bohat bad news?
Doctor: Mai aap ko 24 hours se talaash kar raha tha.
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 588 views
Similar Jokes
BV Kitchen Se Boli: Sunty Ho, Main Din ba Din Khoobsurat Hoti Ja Rhi Hn
Shohar: Acha Wo Kaisy
BV: Ab to Mujh Se Rotiyan Bhi Jalny Lagi Hain
by tanveer hussain (few years ago!)
Doctor apna pehla operation
Mukamal kerne ke baad operation
theater se bahir aya
Aur
ooper daikhte hoe bola:
.
.
.
.
” YA ALLAH ! mera Pehla TOHFA Qabool ker” :D
by Mazhar Khan (few years ago!)
Beta - "Apki Love Marriage hui thi na."
Papa - "ha par tumhe kaise pata."
Beta - "Apki Shadi aur meri Date of Birth me sirf 4 mahine ka Farq hai
by Pak101.com (few years ago!)
A depressed person got connected 2 a call center in Pakistan.He said he was on the verge of suicide.They got excited and askd...Can u fly a plane...?!--
by Pak101.com (few years ago!)
Modern Day Break Up..
Gal: I Wanna Break Up With U..
Boy: Why??
Gal: Bcoz U Didnt Comment On My Pic On
FACEBOOK!!!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek larka ghar dair se lauta.
Maa: Kahan thy?
Beta: Film dekhne gaya tha "Maa Ka Pyar"
Maa: Ab ooper ja k ek aur Film dekh "Baap ki Maar"
by Pak101.com (few years ago!)
Sale badhane ka naya tarika
EK Hotel Malik ne Bahar Board Pe Likha.
"Agar Aap Khana Nahi Khaoge To Aap Aur Me Dono Bhukhe Mar Jayenge."
by Pak101.com (few years ago!)
Santa ko uska sasur jute maar raha tha
Aadmi : Kyu maar rahe ho?
Sasur : Meinie ise Hospital se SMS kiya.
Tum baap ban gaye ho. Isne apne sare friends ko
forward kar diya
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sardar:dr sahab ap bagir dard k dant nikal sakte hu.
Dr:nai
sardar :me nikal sakta hun
dr:kaise
sardar:hahahahaha
by Sabir shah (few years ago!)
faraz apni b.v. sy
HATA LO APNY CHEHRY SY YE ZULFEIN AEY JAAN-E-FARAZ,
AGLI BAAR KHANY MEIN BAAL AYA TOW SAJNI SY GAJNI BANA DU GA...
by sarmad abbas (few years ago!)