Peshawar Ki Police Ka BheJawab Nhe Hai
Peshawar Ki Police Ka BheJawab Nhe Hai
1 Pathan Talaab Main Nha Rha Tha
Police Wala Kehta Hai" Chal Ooye Bahr A Kar Kpry PehanTeri Talashi Leni Hy
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 1070 views
Similar Jokes
Police: Park Me Romance Karte Ho, Bacho pe kya Asar Parega?
Aadmi: Hum dono Married Hain
Police: To Ghar Me Karo
Aadmi: Tab Iske Husband Par Kya Asar Parega?
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Choohe Ne Sherni Ko Purpose Kia Sherni Ne Kaha Abe Chal Tune
Apna Jism
Jaan Height Dekhi Hai
To Chooha Bola Madam In Sab Ko Choro Mera Confidence Dekho
by Pak101.com (few years ago!)
Captain of Military: Naujawano aage bado;
Santa aage nahi bada;
Captain: tum aage kyu nahi bade?
Santa: Apne kaha 9 jawano aage bado, mein 10ve
num pe
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sardar boarded a bus on 1st April
when conductor asked for ticket.
He gave Rs.10/-
and took the ticket and said April fool.
I have pass.
by Pak101.com (few years ago!)
Girl:Dad, wo samne walon ka larka
mujhey bohat tang krta hai
Dad:Main abhi usey police
k hawaley krwata hoon
ta k usey sakht saza miley
Girl:Oh no Dad,
Main usey is se bhi sakht or mustakil
saza dena chahti hoon
Dad:Kiya matlab
Girl:Dad aap meri us se shadi kar dein
Dad:Waah beti waah,
intqaam leney mein bilkul apni maa pe gayi ho..:-)
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Santa: Yaar mein apni girlfriend nu gift dena hai, ki devan?
Banta: Gold ring de de.
Santa: Koi vadi cheez das yaar.
Banta: Tan fer MRF da tyre de de.
by tanveer hussain (few years ago!)
Car me baithi 1 Lady ne, 1 bhikhari ko 1 rupya dekar,
dua dene ko kaha!
Bhikhari: Car me to baithi ho, ab kya aasmaan me baithogi?
by Farah Awan (few years ago!)
Subha teri Sham meri ho
Din tera Raat meri ho
Hasi teri Udasi meri ho
Or jab maut aay ay dost Kabar teri Usme LASH
?
?
?
O hello
TERI hi ho
by Mazhar Khan (few years ago!)
Teacher: 2 Aur 2 Kitny Hoty Hen??
Pappu: 2 Aur 2, 5 Hoty hen.
Teacher: Wo Kese??
Pappu: Ghalti Se...:-)
by lescol (few years ago!)
aik foji train main ja raha th
aik foji train main ja raha tha aur aik police wala samnay baitha tha
police walay nay poocha kay chuti pay ja rahay ho to foji nay kaha haan meri bivi ko bacha hua hai
police walay nay kaha kay kitnay arsay bahad ja rahay ho
foji bola 2 saal bahab
police wala phir to bacha haram ka hua
foji haan main bhee to usko police main bharti kara doon ga
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)