Jaan Ek Puppy Do Na
Sardar Wife:
Jaan Ek Puppy Do Na
Sardar:
Ghar Main Khanay K Leye Paisa Nahi Ha
Or Tujhe Kuttay Ka Baccha Chaheye
by Pak101.com (few years ago!) / 917 views
Similar Jokes
Zindgi mein 1 baat yaad rakhen Ansu PONCHNE
wale bahot milenge . . Lakin . . . . Naak PONCHNE
wala koi nahi milega SO hamesha ROOMAL sath
rkhen..-._.-
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Kal papa kue me gir gaye, bahut chot lagi, bahut chilla rahe the.
Ab kaise hai?
Teek hi honge, raat se koi se koi awaz nahi ayi.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Police:
Tum humko jaanty nahi
Ham yahan ka D.S.P hein
Pathan:
Tum D.S.P hy to
Ham M.P.W hy
Police Darty huwy:
Ye M.P.W kya hy
Pathan:
MONG PHALI WALA :
by Mohammad Ali (few years ago!)
Ek larka aur ek larki date per jaatai hain. Dono bhohut hi romantic mood mai hotai hain. Larki nai phir barai pyaar se larke sai poocha,
"kya tum shadi ke baad bhi mujse itna pyaar kero gai" Larkai nah jawab diya "haan agar tumhare husband koh itraaz nah ho to"
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Baar Main Office Mein Betha Hua Tha, Mere Boss Ka Ek Sms Aya
Oye Koi Achha Sa Joke Bhej
Maine Reply Kiya: Sir Abhi Main Kaam Kar Raha Hun, Kuch Der Baad Bhejta Hun
Boss Ka Reply Aya
Abe Kya Mast Joke Tha, Aur Bhej
by Pak101.com (few years ago!)
PROFESSOR : Gandhi Jayanti ke baray mein kya jante ho?
MUNNA BHAI :Gandhi bahut zabardast aadmi tha, Baap. Maa Kasam, par apun ko yeh nehin maloom ke yeh Jayanti kaun hai.
by Mohammad Ali (few years ago!)
Sardar ko Gali mai 100 rupey ka note
mela
Note ke oper lekha tha "EID
MUBARAK"
.
Sardar ne idhar udhar dekha,
owr Note Jaib mai rakthy howe bola
"KHAIR MUBARAK"
by Aurangzeb Khan Tunio (few years ago!)
1 Admi Bike Pe Ja Raha Tha.
Admi Ne Rastey Pe Jatey Pathan Se Poucha?
Sir! Apko Lift Chahey Kia?
.
.
.
.
Pathan:
Nahi Hamara
Ghar Tou Ground Floor Pe Hai.:-P
by Pak101.com (few years ago!)
Santa, Banta & Bobby were going on a motorcycle:
Policeman gives hand to stop.
Santa shouted: Oye pagal, pehle he 3 bethe hain tu
kahan baithega?
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Exam ki rat ko student ne toss kia Head aya to Sona h
Tail aya to Film dkhnga
kharra raha to Gane sunuga
Or agr hawa mai raha to
qasm se puri rat parhunga.
by Mohammad Ali (few years ago!)