Aesi jaga ka naam batao,
Teacher: Aesi jaga ka naam batao, jis ko banaya to aadmi ne hai par wo wahan ja nahi sakta?
Student (bohot dair sochne ke baad): Ladies Toilet
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 950 views
Similar Jokes
Daku: pathan ke gher gus gaya aur bola jaldi batao SONA kahan hai,,
.
.
.
.
Pathan: Pagal ka bacha itna bara ghar hy, kahin b so jao…
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Sardar Roz Subha 50 ladkiya mera intezar karti
hain
man- are waha Vo kaise?
sardar- Maine Girls collage Bus ka Drive Hu na.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 Bacha Ghar se
Maar kha kr Ghusy me sko0l
ja raha tha
Rasty mn kisi ne
Pocha
Beta
Studnt ho ?
Parhty ho ?
Bacha:
Nae MaRaSsi hun
uniform pehan kar mujra krne
jata hun
by Pak101.com (few years ago!)
Judge ( chor se ) : tum pandharvin baar adalat mein aaye ho is liye tum par pachaas hazaar rupay jurmana aed kya jata hai.
chor ( haath bandh kar ) : huzoor! baqaida anay walay gahak ke sath kuch to riayat honi chahiye
by Mazhar Khan (few years ago!)
Wo Kya Cheeze He Jo wife Apnay hsbnd Ko Sari Umar Nahi Deti?
Socho ?
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Socho ??
.
.
.
.
.
Socho
CHAIN KI SAANS
by Pak101.com (few years ago!)
1bhikari ki lotry lagi to vo 1mandir banvata h
2nd bhikari:yar tu mandir Q bnva rha h?
1st Bhikhari:Qki iske samne me akela bhik manguga
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: Muje E-Mail bnana hy.
Santa
Santag
Santa123
Santaabc
Koe b nhe mil rha.
Major Rohail: Tum "AKALMAND SANTA" try kro 100% mil jye ga.
by Pak101.com (few years ago!)
Life is full of problems.
But some peopels have discovered a few simple KEYS to remove all tensions.
That are,?
.
.
.
Saanu-Key,?
Hor Key,?
Teno key ?
Ay key ?
Hoya key ?
ty Fer Key ?
by Mazhar Khan (few years ago!)
Arz kia Hai!
Kabhi Tum Ghor Se Dekho Aaina.
wah wah!
Kabhi Tum Ghor Se Dekho Aaina.
Khud hi Hans Kar kaho gy,
MADE IN CHINA
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Bat ko mzak me ni lena..
Jab se nayaa saal shuru hua hai tab se ap keh rahay ho k
Ye 2 Hazaar Tera Hai.
(2013)
To Plz mere 2 Hazaar mujhe day kar kahaani khatam karo.
Eid Ki Shoping Karni Hai…!!
by Mohammad Ali (few years ago!)