Kal me Bathroom Gaya
Pathan: Kal me Bathroom Gaya
to Andar JIN tha
wife: Phir Kiya Howa?
Pathan: Hona Kia tha
me JIN se bola
"TUM KARLO" Hmara to wese
hi Nikal gaya hy
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 789 views
Similar Jokes
Attitude Of A Student:
While Reading Question Paper.
Said: This Exam Is Too Easy For Me.
How Could The Examiner Make Such Easy Paper.
I'll Give Him Another Chance To Challenge Me
by Pak101.com (few years ago!)
A muslim couple after divorce.
Husband:- ab hamare beech koi rishta nahi bacha hai.
Wife:- aise mat bolo salim k abba.
Hum abhi bhi mousere bhai-behen hai...
by Pak101.com (few years ago!)
Maths Teacher Ne Pappu Se Pucha.
Teacher: “Pappu Batao, Tumahre Pass 8 Apples Hai Unko 6 Ladko Mein Kaisi Bantoge?”
Pappu Ne Kuch Socha, Dimag Mein Hisab Lagaya Aur Bola.
Pappu: “Madam Kahe Ko Itni Tension Leni Hai, Juice Bana Ke De Do Na.“
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Larki Doosri Larki Say: Tum Nay Meray Lover Ko i Love YOu Kio Kaha.
2nd Larki: Behen Jab Tak Larka Kunwara Ha, Na Tumhara Ha Na Hamara Ha. :O
by Mazhar Khan (few years ago!)
Pathan ka interview tha..
Sawal aya : English me translate kero,
"Me nokri k liye bohat ummeed se hun".
.
.
.
Pathan : I am Pregnant for the Job...;-(
by @irha@ (few years ago!)
Policeman:” Sab kuch
bata dovarna chaddi
utar
ke marunga..
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Santa:”Sir, Galti maine ki
hai, to Aap kyun apni
chaddi utaroge..???…:P:D
by Mohammad Ali (few years ago!)
ak KANJOOS ak admi ko hotle lay gaya.
to KANJOOS osay bar bar ak ak glass pani ka la
kar pelata hai.
ADMI tang ho kar KANJOOS say.
bhai sahab tori se roti lay ao halaq main pani panse
gaya hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa to Pandit – Ye aapke sir pe choti kyun?
Pandit – Ye antena hai, isse aache VICHAR aate hai,
Santa – Kamaal hai, mere sar par DISH TV hai fir bhi kuch nahi aata.
by Pak101.com (few years ago!)
Usko paane ke liye mein bhagvaan se bhi lad leta!.
.
.
.
.
... .
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
par phir maine socha,
.
.
.
.
.
Exams ka time hai!
Bhagvaan se panga thik nahi!
by Pak101.com (few years ago!)
Patient: Doctor, you must help me. I'm under such
a lot of stress, I keep losing my temper with
people.
Doctor: Tell me about your problem.
Patient: I just did, didn't I, you stupid fool!!
by Tanveer Hussain (few years ago!)