bhayi do ropay ka sawal hai?
Bhikari (Aadmi say) bhayi do ropay ka sawal hai?
Aadmi : Sirf do rupay hi ka kiun?
Bhikari: Mein aadmi ki awqaat deikh kar hi mangta hon.
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 717 views
Similar Jokes
Ek Larka Ghar Dair Se Lauta,
Maa: Kahan Thay.?
Beta: Film Dekhne Gaya Tha,
"MAA DA PYAR"
Maa: Ab oopar Ja k ek Aur Film Dekh...
"peoo DI MAAR"
by Pak101.com (few years ago!)
Police:
Tumhe Kal Subah 5 Baje
Phansi Di Jayegi
Sardar: HA HA HA!
Police: Kyo Hass Rahe Ho?
Sardar: Mein To Subah 8 Baje Utthta Hoon
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pathan ki Taang me Gehra Cut lag Gaya:
.
Nurse: Is Mai 10 Tankey Lagenge.
.
Pathan: Kitna kharcha hoga?
.
Nurse: 3000
.
Pathan: Tanka Lagwana Hai.
.
Karhai Nahi Karwani.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
1 Memon Road Se Guzar Raha Tha
Achanak Usne Jhuk Kar
Road Se Kuch Uthaya
Aur Zoor Se Chillaya
Kameenaay Log
Poti B Aesi Kartai Hen
Jaisay Koi Samoosa Para Ho.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Aisi-ki- taisi kab hoti hai?
Kab lagta hai ki ab to bhagwan bhi nai bacha sakta
.
.
.
Ans:-jab DAST lage our pajame ka naada na khule
by Pak101.com (few years ago!)
RAAZ 15 saal se Ro Ro Ke aulad k liye dua mangta raha
Ek Din God Parkat Huye Or Bole-Abe RAAZ Pehle shadi to kar le
by Pak101.com (few years ago!)
Santa Bus me ja raha tha ek laraki se takragaya
Larki boli: Thappar khana hai
Santa: MEra to pet bhara hua hai, Aap kisi aur se
puchh le
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Girlfriend: I can't marry you. I am one year elder to you.
Boyfriend: Very Good, I love you so much that I can wait for you for one year.
by Pak101.com (few years ago!)
Machar ny 1 Aadmi ko din my kata.!
Aadmi ny kah!
Tum din ko b kaat’te ho?
Machar bola!
Zardari ka dor hy Ghar k halat kharab hain!
Overtime laga raha hon…
by Abdul Sami (few years ago!)
1 srdar jahaz may baitha tha pilot ny jahaz ko orany k lye
agy sy oncha kia,to
.
sardar pilot say:je tu one wheeling wali begherti karni a
te menu laa de…!
by Pak101.com (few years ago!)