um jail me kuyn ho?
Jailer- Tum jail me kuyn ho?
Santa- Maine Bank Luta. Lekin Paise wahi ginane lag gaya Qki waha likha tha Counter Chhodne se pehale paisa Gin lo
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 832 views
Similar Jokes
Santa ka radio kharab ho gaya,
Khol kar dekha toh andar chuha mara pada tha.
Santa dekh kar bola,
... *
*
*
*
*
*
*
*
Yeh lo chalega kaise, sala singer toh mar gaya hai..
by Pak101.com (few years ago!)
Ek baar gaandhi ji k sir par 3 baal aaye vo baal katane naai k paas gye.
Naai ne gusse se kaha!! Cut karoon ya count karoon????????????????????????
by Pak101.com (few years ago!)
SANTA Ki Beti "LAADO"
Bachhpan Se Japan Mei Thi, Wo Plane se India Aai
Pr raaste Se Return Ho Gyi
Q ki Board Lga Tha
'Na Aana Is Desh Meri Laado"
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Mobile Ke Night Plans Ne To Humein,
Bhukha Hi Maar Diya Hai Doston,
Jis Ghar Mein Chori Ke Liye Jaao,
Koi Na Koi Aashiq Jaag Raha Hota Hai.
by Pak101.com (few years ago!)
1 Nurse Ka Mangaitar Usay Bari Hasrat Se:
“Jaanu Kash Mujhe Koi Haadsa Paish Aata
To Main Tumhare Ward Main Admit Hota,
Tum Meri Khidmat Karti
Aur Main Jaldi Theek Ho Jata”,
Nurse:
Jaan Tumhe Mere Paas Koi Hadsa Nahi
Balkay Moujza Hi La Sakta Hai,
Kyon K Main DELIVERY Ward Main Hoti Hoon …
by Pak101.com (few years ago!)
Pota:beta kaise paida hota hai?
Dada:asman se pari ati hai aur maan ki godh me rakh deti hai.
Pota :kia wo suhag rat wala system khatam ho gia hai.
by Sabir shah (few years ago!)
Ik Doctor (surgeon) pehli bar operation kar raha tha.
Operation complete hote hi voh apne ghutno ke bal baith gaya aur sar upar uthake bola: HEY KAALI MAA MERI PEHLI BHET SWIKAR KARO
by Pak101.com (few years ago!)
Aik Pathan kahana kha raha tha
*
*
*
*
*
*
Ab kya woh khana bhi na khaye,
Tum logo ko to Pathan ka naam sunte hi joke chaiye hota hai...
by Abdul Hannan (few years ago!)
Docter:1 ghanta pehlay le ate to hum in ko bacha lete
admi:1 ghanta pehlay humen khawab aya tha accident howe 15 min nai howe.
by Sabir shah (few years ago!)
Teacher 2 pathan student: Jis admi k Dono Hath na hon usay English main kya kahein ge?
.
.
.
Pathan:
.
.
.
HANDS FREE !!!
by Abdul Hannan (few years ago!)