kitna pyar karate ho?
Grl: I love you
Boy: I love you to
Grl: kitna pyar karate ho?
Boy: Jitna tum karti ho
Grl: kamine Iska matalab tu b time paas kr rha hai
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 1057 views
Similar Jokes
Thousands of words of a teacher don't hurt but silence of a friend in examination hall brings tears into eyes"
.
(William Cheater)
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Chaman told his friend, “Yaar ek ladki mujh ko
hans ke dekh rahi hai"
Naman: Sahi se dekh, hans ke dekh rahi hai ya
dekh ke hans rahi hai..
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pyaz ne kobi k 7 shadi ki
Dusre din aalu ne pucha: kaisi gayi paheli raat
Pyaz:Aare yar kaheki raat.
1-dusre ko kholte-kholte hi subh ho gayi..
by Pak101.com (few years ago!)
Laloo aur Rabri ik dusre se gussa the aur apas me baatcheet nahi kar rahe the.
Laloo ko subha kahi jana tha. Voh Rabri ke bed ke pas ik note rakh deta hai: "Humko kal subhe paanch baje utha dena."
Agle din Laloo ki neend subhe 8 baje khulti hai. Uske talbe par note likha hota hai: Dear Husband Paanch baje gaye hai, uth jao!
by Pak101.com (few years ago!)
DO sardar jungle main ja rahy thay k achanak shair ( lion ) samnay a gaya .
1st sardar nay uski ankho main mitti daal di or bhagnay laga.
1st sardar: o nus v ..!!
2nd sardar: mitti ty tu pai ay..tu nuss..!!
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Bacha: Maine Hathi K Samne
12 Kailay Rakhe Usne 11 Khaliay
1 Q Nhi Khaya?
Admi: Hathi Ka Pait Bhr Gaya Hoga.
Bacha: Nahi 12wa Kaila Plastic Ka Tha.
Acha Dubara
Maine Hathi K Samne 12 Kailay Rkhe To Usne Aik B Nhi Khaya Q?
Admi: Saray Kailay
Plastic K Hongay?
Bacha: Nahi Ghalat.
Is Dafa Hathi Plastic Ka Tha.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Jab Bhi Koi Bachha Paida Hota Hai To Sare Khandaan Wale Use Dekhne Aate Hai.
Bachhe Ka Baap Bete Ko God Mein Utha Ke Bolta Hai
“Mere Bete Ka Chehra To Mera Pe Gaya Hai”
Maan Pyar Se Dekh Kar Bolti Hai
“Iss Ki Aankhein Mere Pe Gayi Hai”
Bachhe Ke Mama Dekh Ke Bolta Hai
“Is Ke Haath Paon To Bilkul Mere Par Gaye Hai”
Chacha Bhi Dekhta Hai Aur Bolta Hai
“Arey Iski Muskurahat To Bilkul Mere Jaisi Hai”
Phir Jab Wohi Bachha Bada Ho Kar Ladkiyaan Chedta Hai To Sare Khandan Wale Kehte Hai
“Pata Nahi Ye Kameena Kispe Gaya Hai?“
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Sardar apnay betay k sath lakriyan kaatnay
jangal gaya. Wapsi mein rasta bhool gaya.
Sardar ghussay se apne betay ko maarnay laga
aur bola:
.
.
.
.
kambakht main to rasta bhool gaya hun,
tu to ghar ja.
by Pak101.com (few years ago!)
Bv gusse se:agr me shaitan se shadi karti to wo ap se behter shohar sabit hota.
Shohar: magar behan bhai ki shadi ho jo nai sakti
by Sabir shah (few years ago!)
Jee bhar k rone de aaj mujhe
Ae
=bhai g=
1 hi Larki Ka nmbr tha namaz k bad MOLVI ki baaton me aa k delete Kar diya.
('-')
<( )>
//
by Mazhar Khan (few years ago!)