dunya ka sab say taqat war aadmi
Iqbal (Ahmad say):dunya ka sab say taqat war aadmi kon hai?
Ahmad: traffic police jo sirf hath kay aik isharay say sainkron garyan rok leta hai.
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 1035 views
Similar Jokes
Mamu -Bhai, apnay ko char mahinay mein tamil sikhna padega. Kuch upay batao.
Munna bhai -Tamil kyun, aur char mahinay ka kya chakkar hai?
Mamu -Meinay ek tamil baccha adopt kiya hai, aur woh char mahinay mein bolne lagay ga.
by Pak101.com (few years ago!)
Anti Misba: Beta batao "SUCCESFUL" main kitne
"C" aate hai?
Boy: Anti aap Ehtiyatan 3 dafa "C" laga lo.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa went to Battery Shop n asked to change battery.
The shopkeeper asked: Exide laga doon?
Santa: Dusri side tera baap lagayega kya
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ek aalsi se uske dost ne kaha:-suna hai tum faoj main bharti hone ja rahe ho.
Aalsi Dost:-are nahin,mujhe to ye bhi nahin pata ki badook ka muh kidhar karna hai?
Pehla dost:-koi baat nahin, kahin bhi rakhoge, desh ka bhala hi hoga.
by Pak101.com (few years ago!)
ROBERT : America mein WAAR ho gaya boss !!!
AJIT : Us mein kyaa rakhaa hai Bloody Fool !!! India mein roz "WAAR" hota hai. Bolo kaise???
ROBERT : nahin maaloom Boss !!!
AJIT : Arre ulloo !!! SOMWAAR , MANGALWAAR, BUDHWAAR...
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan:College Ki Ladki Se Bola
I Love U!
Ab Tum Mujhe Bolo
Girl:Mai Abhi Ja K Sir Ko Bolti Hun
Pathan: Pagal Ki Buchi Sir Ko Mt Bol Unki Shadi Ho Gai Hai.:
by Muhammad Zeeshan (few years ago!)
Ek Waqt Aisa Aye Ga Jab Sari Dunia Par Pathano Aur Sikhon Ki Hukumt Ho Gi
Kyun K
?
?
?
?
?
?Baqi Insan Traqqi Kar
K Kahin Aur Ja Chukey Hon Gay
by Pak101.com (few years ago!)
Ek nursery class ka bacha bola: Miss mai apko kesa lagta hon?
Miss: So Sweet
Bacha apne side ke larky se bola: Daikha mai ne kaha tha na, Line marti hai
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Snta-Yaar lag rha hai mujhe bird flue ho gya he.
Banta -Tuje kaise pata?
Snta-Yaar mera kal se udne ko man kar raha he..
by Pak101.com (few years ago!)
Patni Gusse Me- Aaj Ke Baad Mai
Tumse Baat Nahi Karungi
Pati- Kyu Tum Gungi Hone Wali Ho
Patni- Nahi,Tumhe Behra Karne Wali Hu
by Pak101.com (few years ago!)