Pathan darakht pe charha
Pathan darakht pe charha to upar bandar ne pocha: Upar Q aye?
Pathan:AMROOD khanayBandar:Yeh to AAM ka Darakht ha;
pathan. pata ha:Main AMROOD sath laya hon..
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 820 views
Similar Jokes
ek pagal dusere se:- yaar tuzhe pata hai bharat or hindustan ke beach jang chid gaye hai
dusra pagal:- tu chinta kyu karta hai be...
hum to india mein rahete hai.......
by Pak101.com (few years ago!)
Apni Naraz GF ko manane k bad Ladka Pyar se bola:
Jaan,kaho to Tumhare liye chand tare tod lau
Ladki halki c Muskurai OR boli
Phir Haramipan Shuru.
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar: yar jahaz jab urta he to uske gate q bnd ho jate he
Pathan: kafi der sochne ke baad
.
.
.
.
.
Yar koi juice ya kulfi wala na charh jaye
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Banta: Yeh chaaku kyon ubaal rahe ho?
Santa: Suicide karne ke liye
Banta: To phir ubalne kui kya zaroorat hai?
Santa: Kahin infection na ho jaaye
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: Tum late kion aye ho?
Student: Ammi Abbu lar rahy thay eslie
Teacher:Wo lar rahay thay tu tum kion late aye
Student: Mera ek joota ammi ke pas tha owr ek abbu ke pas
by @irha@ (few years ago!)
1st Man: shaadi ke baad main lakhpati ban gaya.
2nd Man: use kyu itnaa udhaas bol rahe ho?
1st Man: usse pehle mein crorepati tha
by Pak101.com (few years ago!)
Ek bund se samundar nhi banta,
rone se mukaddar nahi banta,
patana hai to pure girls hostel kn patao
1 - 2 ladki patane se koi sikandar nahi banta.
by Pak101.com (few years ago!)
Gayon mein aik shakhs ka inteqaal ho gia aik saheb tazyat kay liye in kay betay kay pas gaye aur poocha marhoom ko kia bimari thi.
Betay nay jawab mein kaha burhapa khood aik bimari hai.
Woh saheb bolay: Waqai hamaray mohallay mein bhi teen char bachay isi bimari mein maray hain.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Rekha- Pehle Mere Pati Bhaag-Bhaag Kar Meri Har Farmaeesh Poori Karte They
Saheli- Aur Ab.?
Rekha- Ab Farmaeesh Sunte Hi Bhaag Jaate Hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Rishte Be-naqaab Ho
Jaty Hyn
1- Burhapey Mein Aulaad
2- Museebat Mein Dost
3- Ghurbat Mein Biwi
Aur
4- Sales Na Hoon Tou
Manager ..
by Pak101.com (few years ago!)