keep the money
Wife: Wherever We Keep D Money, Our Son Steals It. I Don’t Know What To Do About It
Hus: Keep It In His ENGINEERING Books. He’ll Never Touch!
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 607 views
Similar Jokes
Pathan: Jab Hum Chota Hota Tha Tab Hum Ye Darakht Par Charh Jata Tha.
Friend: Wo Kaisy?
Pathan: Us Waqat Ye Darakht B Chota Hota Tha...
by Abdul Hannan (few years ago!)
Molvi jamaat se pehlay bola: “Kisi ka paon saff se
agay
nhi hona chahiey.
Peechay kharay aik punjabi ne kaha: “Q “no ball” ho
jaye
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Two snakes meet each other..
First snake:I hope I am not poisonous.
Second snake:Why?
First snake:Because I bit my lip!
by Pak101.com (few years ago!)
Aik Pathan Ko Chiraagh Milla
Oss Nay Chiraagh Ko Ragra To
To
To
To Aik
Jin Aaya Aur Kaha :
Bolo Khan Baba Teri
3 Kaon See Khawahishain Hain Jo Poori Ki Jain
Pathan Bola :
1.Aik Bahot Bara Sa Bangla Ho
2.Oss Main Khoob Daolatmand Log Hoon
3.Hum Ko Wahan Chaokidari Dilwa Do
by Pak101.com (few years ago!)
Chiman is trying to commit suicide on the railway tracks...takes along some wine and chicken with him.
Somebody stops him and asks,
'Kyon bhai ye sab kyun leke baithe ho?'
Chiman replies, 'Saali train late aati hai
kahin bhook se na marjaun..'
by Mohammad Ali (few years ago!)
Malik Nokar Sey:
Jab Main Tum Par Ghusa Karta Hoon,
To Tum Apna Ghusa Kis Pe Nikalte Ho?
Nokar: Toilet Saf Kar K,
Malik: Kaise Saf Karte Ho…?
Nokar:
Ap K Tooth Brush Se..
by Mazhar Khan (few years ago!)
Agar aadhi raat ko aapka dil kare aur biwi ka mood na ho To Biwi ko tang na kare .
. Khud uthkar apne hath se . . .
Pani pee lein!!
Ek bar fir aapki soch ko salaam.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Sardar 1st time pizza hot geya
to waiter ne pizza la k rakh dia
Sardar adhe ghante tak betha raha phir cheekh k bola:
“O naan rakh gaya ain, Salan tera peo day ga
by Pak101.com (few years ago!)
Wife: Apko merii Khoobsurti Zeeyada Achi Lagti Hai Ya meri
Aqalmandi?
Sardar:
“Mujy Tuo Tumhari Ye Mazak Karne Ki Adat Bohat
Achi Lagti hai
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Aik Din 1 Larki Nay Larkay Say Sawal Kia:
Tum Mera Sath Kab Tak Chahtay Ho?
Larka Ro Diya Our Apnay Aansoo Ka Aik Qatra Samandar Main Gira Diya
Our Kaha: Jab Tak Tum Is Aansoo K Qatray Ko Dhoond Na Lo…
Is Par Samndar Bhi Ro Diya Our Kaha: Ay Pakistanio.
Tum Ye Funkariyan Our Dramay Baziyan Sekhtay Kaha Say Ho?
Larkay Nay Muskura Kar Kaha:
Dr Tahir ul Qadri Say….
by Mazhar Khan (few years ago!)