Pagli Dil Pe Le Leti Hai
Hsbnd - Raja Dasrath Ki 3 Raniya Thi
Wife - To?
Hsbnd - To Mai 2 Shadiya Aur Kr
Sakta Hu!
Wife - Draupdi Ka Naam Suna Hai?
Hsbnd - Tu Bhi Na.
Pagli Dil Pe Le Leti hai....
by Pak101.com (few years ago!) / 917 views
Similar Jokes
Sardar to Girlfriend= Darling main tum se shaadi
nahi karsakta gharwale mana karrahe hai.
Girlfriend= Tumhare ghar me kaun kaun hai.
Sardar= 1 biwi aur 3 bacche...
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Dove se nahakar kya karna hai.
2013 me to sabhi ko marna hai.
1 saal khushi se jilo yaro
Agle janam me phir “johnson baby” se shuru karna hai…
by Pak101.com (few years ago!)
Ladka: “Tumhara Naam Kya Hai? Tum Kya Karti Ho?”
Ladki: “Kyu Bataun? Main
Tumhe Janti Bhi Nahi Hoon”
Ladka: “Na Batao Main Konsa
Tumhe Apni New Mercedes Car Mein Bitha Ke 5 Star Resturant Le Jane Wala Tha”
Ladki: “Jasmin, B.Com Final
Year, Punjab College, College Timing 8 Am To 1 Pm, Friday Timing 8 To 12 Pm, Sunday Off, Aati Papa Ke Sath Hoon Wapsi Pe Akeli Hoti Hoon“
by Pak101.com (few years ago!)
Santa:Duniya mei sabse dukhi aadmi kaun hai?
Banta:Bechare Rickshaw wale!
Santa:Kaise?
Banta:Q ki ladki kunwari ho ya married "BHAIYA"
hi bulati ha
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Admi namaz par raha tha or dosra us ky bare me kisi ko bta raha k ye bara namazi or neak banda hai.
Admi namaz tor kar bola:mene haj bi kia hai.
by Sabir shah (few years ago!)
Santa: police ne tumhe kyu arrest kiya?
Banta: maine purse se paise nikhaal ke kharchaa
kar diyaa thaa
Santa: baap re!! is liye bhi arrest karte hai kya?
Banta: purse kisi aur kaa thaa yaar
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Laloo's Son: Papa, aapki shaadi me kitna kharcha aaya tha?
Funny Laloo: Meine kabhi hisab nahi lagaya, par mein aaj tak uss ke liye pay kar raha hu.
by Pak101.com (few years ago!)
Husband Ke Birthday Par Wife Ne
Puchha – Kya Gift Du?
.
.
.
.
Husband :- Tum Mujhe Pyar Karo,
Izzat Karo Aur Hamesha Mera Kehna
Maano.
Bas Yahi Kaafi Hai.
Wife:- ( Kuchh Der Sochne Ke Baad )
Nahi Nahi Main To GIFT Hi Dungi.
by A. Sami (few years ago!)
Gabber sInGH nE jab JaNam LiYe To UsKi Maa usKo
mAar rAHI Thi...
Nurse:Q MaR rHi ho??
mAA boLi: kamina jb se Paida HwA Hy, ake hI Baat
Puch rHa He..??
.
.
... .
.
.
Wo kitnay Admin thay.....
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Baap: beta tum sher ke bete ho
aur wo sher main ho.
Beta: han, baba school mein teacher
bhi aisa hi kehti hy.
Baap: hairan ho kar, acha wo kya kehti hy.
Beta: wo kehti hai tum kisi janwar ki aulad ho.
by Mazhar Khan (few years ago!)