Phatan Ki bank Daketi
Ek Phatan bank lootne gaya wahan gun dikha kar sara Paisa loot liya.
Per us k hath kuch nahi aaya.
Kyon?
Q k sare paise usne manager ko diye aur kaha: "Sare paise mere account mein jama kar do." -
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 1074 views
Similar Jokes
Pathan 2 shopkeeper: Bhai sahb 1 rupia ka Easy Load kardo
.
Shopkeeper: 1 rupey ke load se kesi ko call karni hai ya msg?
.
Pathan: Karna tu kuch bhi nahi,
Bus aisy hi paisy urany ki adat hai
by Mazhar Khan (few years ago!)
ek zoo ma ek tota 3 language bol sakta tha
1- English 2- Urdu 3- Punjabi
Ek din ek admi nay test karnye k liye usko kaha k who are you?
Tota Bola I Am Parrot
Admi Nay Phir Kaha Tum Kon Ho
Tota Bola Ma Tota Hu
Adme Nay Phir Pocha Tu Kon Ey
Tota Bola
Taree Pen Da Yaar Wan Salyaa Tenu Ek Warii Samaj Nai Andee Ma Tota Waan
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa ke yaha tisri bar ladki huiTo usne elan kia ki BETA hua hai.Ek dost ne dekha to kaha- yeto ladki hai. santa:Munda niche se maa par gaya hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Aik sabzi farosh kay han bachah paida hua. Parosi waghira dekhnay kay liye aaye huye the.
Aik khatoon nay pucha: bhayi saheb bacha kaisa hai?
Sabzi farosh nay kaha: bilkul taza hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Teacher: Accha baccho batao ek haath mein kitni ungliyan hoti hai…..
Student: Teacher 6 ungliyan hoti hai…..
Teacher: Haramkhor chaddi se hath bhi bahar nikal liya kar kabhi……
by Pak101.com (few years ago!)
Banta: Did Ramesh furnish his whole house with second-hand stuff?
Santa: Yes, he even married a widow.
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher Pathan Se: Batao Allama Iqbal Kaha Paida Huye Aur Unhon ne Kahan Taleem Hasil Ki?
.
.
PATHAN: Wo Hospital Main Paida Huye Aur School Main Taleem Hasil Ki.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
PUPIL: I plan to do absolutely nothing for the next three months.
TEACHER: That should be easy You've had nine months of practice doing that in school.
by Pak101.com (few years ago!)
Chaaro Makaan Teri Mohabbat Me Haar K, Ab Walk Kar Rahe Hain Gireyban Phar K, Biryani Kis Tarha Se Pakey Gi Main Kia Kahon, Daaman Me Chaar Kaddoo Hain Woh Bhi Udhaar K.
by Mazhar Khan (few years ago!)
AAj mausam main kuch ajib si baat h bekabu se hmare jazbaat hain ji chahta h chura lu tumko tumhi se magar mummy kehti hain chori krna buri baat h.
by farrukh ahmed (few years ago!)