Search Results for 'sardar'

Bhejne wala inteligent

Sardar ko sms aya bhejne wala inteligant aur parhne wala bewakoof.

Sardar ne gusse me replay kia k bhejne wala bewakoof hai aur parhne wala inteligant.

by Sabir shah (few years ago!)
Gold leaf laye ga.

Docter:kia taqleef hai?
Sardar:seene me bahut dard ho raha hai,
docter:cigratte peetey ho?

Sardar:han magar gold leaf laye ga.

by Sabir shah (few years ago!)
Naak se chaba k khana

Sardar:mujhe aisi dawa do k me aankhon se sun sukun aur kanon se dekh sakaun.

Docter:ye lo 2 golian naak se chaba k kha lena.

by Sabir shah (few years ago!)
Humara kia jae ga

Noker:sahab g uth jao zalzala ho raha hai.


Sardar:so jao bewakuf hum karyadar hai nuqsan malik ka hona hai humara kia.

by Sabir shah (few years ago!)
Aprail fool kbi manaya

Dost:april fool manaya
sardar:han
dost:kis k sath
sardar:bivi k sath
dost:kaise
sardar:hum ne 3 bar talaq dia jb wo pareshan howi hum ne bola april fool.

by Sabir shah (few years ago!)
Darwaza k sorakh se phaik do

Police:darwaza kholo tmhari bivi truck ke niche aa kar paper jaisi ban gai hai.
Sardar:pher darwaza kholne ka kia faida gate k neche se de do

by Sabir shah (few years ago!)
Sardar intarview dene gaya

Sardar interview dene gaya,
officer:what do you do?
Sardar :kafi dair sochne k bad happy birth day to you

by Sabir shah (few years ago!)
Interview of sardar

Sardar went microsoft office for interview.
Interviewer:tell me any 4 versions of java?
Sardar:
mar java
lut java
mit java
me sadqe java

by Sabir shah (few years ago!)
Dhaka laga dun

Aik admi chabi se kan khurj raha tha

sardar gaur se dekhta raha aur kaha agr ap start nai ho rahe to dhaka laga dun.

by Sabir shah (few years ago!)
Gana kun sune ga

Admi:sir g me ne ap ko phone kia ap ne uthaya kiun nai.
Sardar:kiun uthata me ne 30 rupee de k jo gana lagaya hai wo kon sune ga.

by Sabir shah (few years ago!)
Pani ubal lena

Docter:bachon ko pani dene se pehaly ubaal lena chahye.
Sardar:wo to theak hai magr ubalane se bacha mar nai jaega.

by Sabir shah (few years ago!)
One day ya t20 karwa do

Sardar ki maan bemar howi docter k pas le gae.
Docter :is k test hon ge
sardar:tests ki in ki umer nai one day ya t20 karwa do.

by Sabir shah (few years ago!)
Un ka bap bi mar gaya

Bap ki death pe sardar bahut ziyada ro raha tha itne me phone aya to sardar ne aur bi ziyada rona shoro kar dia.:
dost:kia howa.
Sardar:meri behan ka phone tha us ka baap bi mar gaya hai.

by Sabir shah (few years ago!)
I am sorry

Larki sardar se taqrai aur bol:i am sory.
Sardar:i am dilgreet singh,nice to meet you mis sory

by Sabir shah (few years ago!)
English me btao

Teacher :is jumle ko english me btao.she is kidding
sardar:wo bache derahi hai

by Sabir shah (few years ago!)
000000 2015 agar Ajeeb Farmaish Santa Ki altaf hussain animal Baba Bacha bachelors think that married men are lucky backup Bakra Bakra Eid Barish Bhagwan bijli kahan se ati hai bijli kahan se ati hai? Birthday Biwi 1 Faltu Musibat Ha biwi ke deewane to bahut hai blonde bollywood cartoon chai chand Chaudhry chudai chut Computer crazy Daal suppose ki hai Dekho na Wo aadmi mujhe Ghur Ghur k Dekh raha hai Dil Ki Dhadkan Tej Ho Gayi Doctor Dulhan Ek Ek Rupaya Bachata Hai Apna Muftimal english english ki aisi ki taisi farak ladke aur ladki mein faraz Fart fashion Funny poetry Gaand GALA CHECK KERNA HAI gand gul khan habshi HAPPY SING: GHAR MAI MERA HE HEAD himmat hai to ek ek karke aao Hindu Hoor Hum Log Itnay Upper Aagaiy Imran Imran khan Irada Pakka Ho To Sab Mil Sakta Hai ishq kiya bhi to kis se kiya Islam Jatt Jungle Kadhai kela kiske baap ka kya jaata hai kiske baap ka kya jaata hai? Larka lawyer little johnny Londa love lover machar mahajir Marriage Meera Mirasi Morning most popular naughty naukar Nawaz new york nonveg Pandit: Bhagwan, agar tum muje parent parents pathan Poetry Punjabi Qurbani result Rishta Romance Romantic Roza santa Santa Ki Biwi Ka Operation sardar Sardar And Bomb Sardar ji sardar jokes Sardarji Shadi shayari Short Siasat Sikh site Sooraj Raat Ko Kyu Nahi Nikalta sooraj raat ko kyu nahi nikalta? Suhag Suhagraat suna tha kya apne kabhi esa sentence Suna Tha Kya Apne Kabhi Esa Sentence? tabhi pathan ghar late pahunchta hai test tota Tourist Urdu jokes Vote wife yaar tune apni biwi ko talak kyu diya Yaar tune apni Biwi ko Talak kyu diya? Zardari zaroorat